Internet Banking Se Sambandhit Pichli post Net Banking Information In Hindi ke Baare Me Vistaar Se Bataya Tha Ki NetBanking Kya H Aor Ise Kaise Use Karte hai . But Ab Sawaal Ye H Ki Iske Liye Kaise Apple Karke Active Kare . Iske Liye Mai Aapko Do Tarike Batunga .
Online Banking E-commrce System Ko Simple Banane Ki Ek Badhiya Subhidha Hain Jiske Duaara Ham Online Shopping Aor Paiso Ka Len-den Kar Sakte Hain .But Kuch Hi Logo Ke Paas Net Banking Ki Suvidha Hoti Hai Aor Jinke Paas Yeh Service Available Nahi H Wo Online Payment ya Transcation Nahi Kar Paate .
Lekin InternetBanking Chalu Karne Ke Liye Aapke Paas india Ki Kishi Bhi Bank Me Ek Saving ya Current account Hona chahiye . Isse Ye Service Aapko Mil Jaygi . India Ki sabhi Banks Jinka Name dekhiye .
SBI – State Bank Of India
PNB – Punjab National Bank
BOB – Bank Of Baroda
Allahabad
Andhra
Axis B.
Bank of India
Bank of Maharashtra
Canara
Central Bank of India
City Union
Corporation
* Dhanlaxmi
* Federal
* ICICI
* IDBI
* Indian Bank
* Indian Overseas Bank
* IndusInd
* ING Vysya
* Jammu and Kashmir
* Karnataka B. ltd
* Karur Vysya B.
* Kotak Bank
* Laxmi Vilas B.
* Oriental B. of Commerce
* Punjab & Sind
* Shamrao Vitthal Co-operative Bank
* South Indian
* State Bank of Bikaner & Jaipur
* Syndicate
* UCO
* Vijaya
* Yes Bank Ltd
Inme Se Kishi Bhi Banks Me Aapka Account Jarur Hoga Agr Nahi H Toh New Ac Open Karwa Sakte Hain Waha Jake . Ho Sakta Hai Iss List Me Ek-Do name reh Gaye Ho.
Bank Me Internet Banking Kaise Chalu Kare
OffLine Method
Isme JAyada kuch nahi Karna Bs Thora Sa Ghumna Hoga
1. Sabse Phele Aapko Banks Jana Hoga waha Jake Ek Net banking Form Le Lijiye .
2. Ab Jo Form Aapne Liya Hain Usko Sahi Se Fill Karke Matlb Bharkar Uske Sath Apna Aadhar Card , Pehchan Proof Attach Karke Wahi pe Submit Karwa Ke Aa Jaye .
3. 7-15 Din Me Aapke Ghar Par Ek Post Aaygi Jisme Aapke InternetBanking Se Related Information Hogi .
Ex- User Id And Password
Online Method
1. Apne Bank Ki Official Website Par Jaye Jisme https:// Ki Security Enble Ho .
State Bank Of India Example : –
* https://onlinesbi.com
* https://www.onlinesbi.com
Dhyan Rahe Jitni Bhi E-commrce Website Jinme https:// Nahi Laga Hota Hain Wo Sabhi Fake Hoti Hain Jo Aapki Jankari Ka Galat Istemal Kar sakti Hain .
2. Ab Waha Sinup Ka Opatin Hoga
3. Sinup Aor Registration Waise Hi Karna Hota Hain Jaise Ham Facebook Jaise Website Par Karte Hain .
4. New Registration Me Aapse Bank Account Number Ke Sath Aapki Personal detail’s Bhi Mangi Jaygi . Aapko Sahi Sahi Bharna Hoga .
5. Isme Aapko ATM Card Ke Sath-Sath Aapka Ek Mobile Number Bhi Chahiye OTP Ke Liye . But Wo Mo. number Bank Me Registered Hona Chahiye .
Inke Sath Yaha Par Aapko Online 1,2 ₹ Ka Payment Bhi Karna Hota Hain Unke Rules Ke Hisab Se Jaise SBI Me 1₹ Ka Payment Karna Hoga Aapka ATM Proof karne Ke Liye .
Online Internet Banking Register Karna Ek Bhut Hi Simple Way Hain But Yaha Aapko Aapki Security Rakhni Hogi Ki Aap Apni Information Kishi Wrong Page Par Share Naa Kare .
Aapko Bs bank Ki Site Me Green Colour Ka https:// Enble Jarur Dekhna Hoga . Jis Banking webSite Par Ye Lock Nahi Hota Hain Wo Sabhi Fake Hoti Hain . Bs Ye Jarur Dhyan Rakhe .
Online Internet Banking Use Karne Ke Fayde
*. Bina ATM / Debit ke online Shopping kar sakte hain
* Recharge, bill pay ,
* Online train , flight , bus , ticket booking kar sakte H
* Bina Atm ke Kishi bhi Area me Atm se paise nikal sakte hain .
* Aor bhi bhut se fayde hain .
” Dhyan Rahe Aapko Kabhi bhi Apni Baking OTP , user id aor password kishi ke sath share Naa Kare ”
Jaisa Ki Sabhi Banks Ki Internet Par Online Ek Website Jarur Hoti h Jisse Grahk Ghar Baithe Bhut si Suvidha Le Sakte Hain Bs Aapko Wohi Website visit Karni Hogi .
Sir ham mobile number change karna chaite hai kaise kare
Panjab and shindh benk me kese net banking kese Kar sir
SIR HAM ID LENA CHATE HAI KIYA HAME ID MILEGA
#bablu , aap mobile number se online banking ke liye apni bank ki site par jake register kar sakte hain .
Central bank m num change krnae pr form bhrne k bad kinna tym lgta h num Change hone m…
Sir Mera mobile number account set link nahi hai kya Mobile dwara add ho sakta hai ya phir bank Jana padega aur link karwane ke liye kya karna padega thoda jankari dijiye sir Mera name Sachin sahani hai aur mirzapur district ka hu Mera email id hai [email protected]
aap apna mobile number bank account se link karwa lijiye bank me application laga kar . uske baad net banking ke liye online apply kar sakte hain .
Sir mera Allahabad bank ka user id nahi Mila hai to kya kare
Phone pe app chalne ke liye internet banking ID ki jarurat hai ya nhi batiye please
#Nikhil , phonePe ke liye usme bank account add karna padega jisme debit card ki jarurat padegi netbanking ki nahi ,
Sir Allahabad Bank me net banking chalu karne ke liye Pan card bhi dena padta hai
@Nilesh Gupta , sayad ho sakta hain pan card ki jarurat ho net banking ke liye ,
Mera password set nhi ho raha hai sir
Mohibul , aap password kuch iss traha se lagaye – [email protected]#
मैं neft करना चाहता हूँ मगर मेरे पास चेक बुक खत्म हो गयी है ! obc में मेरा अकाउंट है ! क्या हो सकती है और चेक बुक कितने दिन में आती है ! और बिना डेबिट और atm कार्ड के बिना ऑनलाइन मोबाइल bankink कर सकते है जरूर बताये
@Lalit , Checkbook Ke Liye online request kar sakte ho agar aapke paas net banking hain , nahi toh aapko bank jana padega .
net banking ke acchi jankari share ki hai apne, hume kaafi pasand aayi thanks for sharing.
Net Banking ke bare me bahut achi information share kari hai BHy
Sir mai apna online account Icici bank me khola hon 1 thousands rupes found kar diya hon mujhe ac no bhi mil gya hai air apna ac village me apply kiya hon Jo uttar Pradesh me hai aur mai Mumbai me bank document mang raha hai kya kru
@Ravikant , aap apna account u.p se mumbai branch me transfer karoge toh waha par bhi fir se docoments dene honge
But sir abhi ac active nhi hua hai documents me liye Icici bank de call aya tha lekin mai Mumbai aa gya hon active ho ga ya nhi sir plz help me joki mai one thounds found nhi kar diya hon
Sir kya mai allahabad netbanking first time mobile par khole sakta hun
Haan Aap allahabad netbanking mobile me open kar sakte hain lekin registr hona chahiye
Sir mera ac bob me hai mera usernameban gaya hai par password nahi mil raha hai kafi din ho gaye
Internet banking kon kon kar sakta h iske liye kya knowledge hona jaruri h
Heena , internet banking koi bhi use kar sakta hain , bs thori knowladge honi chahiye bamking manage karne ke liye .
Hello sir.. Kya internet banking lene par uska charge kya hai/ banking lene par roj charge katata hai ya ek din hi. Iski puri jankari plz hame dijiye.. Mera . Email id:[email protected]
Hello Pankaj , Net Banking Ka Koi Charge Nahi Hain , Net Banking Bilkul Free Hain
Sir, Mera obc me a/c h . Online mne account no. & Dob fill karne ke bad verify Kiya to usme sir host iso function not supported bta rha h
sir me ne aaj hi ek new account open karvaya he aur usme net banking ka form bhar Diya he bank ne muje TPIN or login password Diya he uska use kaise karna he sir..
#kanak Agar Aapko Bank Se Net Banking Ka Id Or Password Mil Gayya hain Toh Aapko Phele Aapki Jo bank Hain Uski Net Banking Ki Website Pata Karni Hogi . Jaha Par Id Password se login Karke Transaction Kar Sakte hain .
Sir mera net banking to hai par kaam nahi kar raha registration being progress likkha aa raha hai please help me
#Rohit Abhi Aapne Jo Net banking Ke liye Registered Kiya Tha Wo abhi Processing me Hain .
mere grand mother ka ek central bank ka passbook h kiya mai usse mobile banking use kar sakata hu sir??
#Kemzzy Haan aap Central Bank Me met banking Ka upyog Kar sakte ho .
bro me brkgb me apply karna chahata hu uske liye muje koi link nahi mil rha he kaise kare
plz tell me aap muje g mail([email protected]) par link send karke btadoge na
@Raju Lal Aapka account jis bank me hai Uska Name Bataye
Comment: sir online college ki 2000 rs ki fees jmaa krte hai to bank alag se koi charge lega kya netbanking me
#azeem Online Fees bharne Ke Liye Alag Se Charge Lagta hain Bank Me
Sir, Mera register Kiya Hua mobile number band ho gaya hai Aur Main contry ke bahar Hoon to balance ki jankari Kaise Mujhe milegi
Pytm me apne debit card se money add kr ra hu to money add ni ho ra h iska solution de do pls
#हेमचंद्र Paytm Me Money Add Karne Me Aapko Kya Problem Aa rahi Hain Wo Bataye
Sir mera ek bandhan bank ki atm card hoe to maie rechege korsatu hu kiya
#krishna das , atm se recharge ho jata hain aap try karen .
Starting me thodi problems aayi pr ab obc bank bahut badiya hai
brother mai ye puchna chahta hu ki online method se mobile benking kaise lete hai ya fir isi benk mai apna mobile no. register kaise kare
#amit Aap mujhe Ye Batao Aapka account Konsi Bank Me Hain Tabi Mai Aapko Usme net Banking Lene Ka Tarika Bata Sakta hu
Respected sir kya me. Mob. Ke dwara bhi account khol sakta hu ya phir bank hi Jana padega..
#Nirmal Agar Aapke Paas ATM Card Hain Toh bank Jane Ki Jarurat nahi Hain Aap Atm Ki Madad Se Online Net banking Ke Liye Application Form bhar Sakte Ho .
Bank Of baroda ke liye to nahi ho rha hai
SIR VYAPAM KA FOR BHARNE PAR JO SULK KATI JATI H WO NET BANKING ME BHI WAPIS HO JATI H JIS TARAH MPONLINE KIOSK ME WAPISH HO JATI
Rahul brother Mujhe Iski Jankari Nahi hai Ki Aap Jo Form Bhar Rahe Hain Uski Fees Wapis Hoti Hai Ya Nahi
Sir mene bank me jake netbanking ka from filaf korke dekor aya Hu logbog 20 din ke bad ek post office se ek letar aya hai osme mera nam or mera pata or ek transaction password lika hai or ek from aya hai sir abi kia korna hai
Aapne Net banking ke liye Bank Me Apply kiya tha Isliye Aapko Ek id Or Password Mila hai jise Netbankig ki site me login kar sakte hain .
sir kya bina atm card ya debit card hue net banking ke liye apply nhi kiya ja saktaa
Bina Atm Or Debit Card Ke Net Banking Lene Ke Liye Bank Me Jana Hoga Waha Form Laga Sakte Hain
Sar kya net banking or mobial banking ak hi hai kya
Net banking Or Mobile Banking Same Hai Par Net Banking Me Thore Feature Jayada Mil Jate hain
Sir net banking karne ke liye A/C me balance minimum kitna hona chahiye sir please sir answere fast me……
Net Banking Karne Ke Liye Account Me Paiso Ki Jarurat Nahi kyu Ji Isme Paise Nahi lagte
Sir maine jo number bank me diya tha.. Wo ab kho gya hai plz btaiye ki mai online number kaise change kru.. .or sath mai bank of india ki site bta dena.. Plz rply me fast
Aap Online Number Net Banking Ki Madad Se Change Karo Ya Fir Bank Me From bharne Se Bhi Number Change Ho Jayenge
Comment:sir main atm se net banking dala to mere mobile pe mmid ka ek sat ank ka number aaya ye number kya hai aur iska upyog kaise kare
Wo otp code hoga Jo aapko jaha se net banking le rahe hai waha dalna hoga jab aapka mobile number verify ho jayga
Sar Bank of baroda ki website bata do
Bank of Baroda ki main website ka url kuch uss taha hain
http://www.bankofbaroda.co.in
https://www.bobibanking.com
sir kya mai offline mobile no bank me register kar sakte hai kya jai kuch message krna hoga a/c no kisi no pe canara bank me krni h plse pako pata h ki kis no pe message krni h to wo no bata dijiye.
Aap esa karo bank me jao or Waha se ek net banking ka Form Bhare Or Usko Bank me jama kara deve . Kuch din me aapko net banking ka id or password mil jayga
sir mai jab atm se recgarge karta hu to mujhe otp nahi or baki sab sms aate hai bas jab recharge karta hu to otp nahi aata mai kya kar jaldi reply karo ji
Aapka mobile number Bank se link hoga tabhi aapke paas otp message aayga
sir mere pass Atm hai or mai net banking use karna chahta hu kya mai atm mai jakar usme jo net banking ka option aata h kya usme net banking suru kar sakta hu usme mujhe user id or password mil sakta hai
Aap net banking ke liye atm ki wajha ye seedhe bank se contact karo
Must information hai sara kuch ache se smjh me aa gya hai sir ji
thank u for info.
sir,online net banking apply Karne par, Kisi Tarah ka koi risk to nahi hai. I mean, mai online site par apne ATM card se sambandhit, sari jankari dalta hun. ATM card number, atm pin number,ye jankari leak, to nahi hoti. please suggest….
Agr Bank ki original site pr personal Jankari daloge toh koi dikkat nahi hai pr Fake site se bachke rehna
thank you, sir.
sir,online form bharne par pan no.mangta hai pan card no.nahi hai mere pass to Kaise bare.
Aajkl pan card sab chizo ke liye jaruri ho gaya hain Isliye magta hain
Mai airtel bank open krna chahta hu, mai Online ka kam krta hu,, but Airtel banker bnna chahta hu,, jisse kisi ka bhi new Airtel bank account open kr ske or Money bhi exchang kr sake..
Bhim app secure h kya or bhim se recharge or online shopping kr sakte h kya reply fast plz
Bhim app secure hain but ham isse abhi shopping or recharge nahi kar sakte
Sir mai net banking use krna chahta hu aur sir jb mai id bna raha hu kuch ayeaa likha raha ki email id not present go to branch ayesa kyo sir
Abhi bank ka server thik se kaam nahi kar raha hain
Sir mere pass UCO bank Ka ATM nahi hai .but mera account bahut old hai.and mai net banking use karna chahta ho to kaise use karoo pls tell me
Iske liye aapko uco bank me offline net banking ke liye form submit karna hoga
User id or password mai problem aa rahi ha kya aap bata sakte hai ki kya problem hai user id mai kya fill karna or password mai kya fill karna plz help me
User id Esi Setup kare jo phele kishi ne use nahi ki ho or password 1617yauahAgha-??$!% kuch iss traha setup karo
sir
mai Arif Ali
mera mobile no registered hai
mai net banking mobile se karahau but nahi ho raha otp no nahi hai net banking kaise karu
aap mera help karna chahege
yes /no
Sir mai mobile banking used krta hu lekin mai online net banking used krna chahta hu mai apne bank sites pe jata hu new rajister krta hu lejin fail ho jata hai
Sir mera 1 RS cut ho gaya lekin last me likha aaya ki your session expired
Aapne bich me internet connection Band kar diya hoga tabhi ye problem aayi hain
mera paisa transfor karna h to atm k dvara online hota he per 6 rupees service tax lagata he kya interest banking se bhi service tax lagata h?
Aap paise transfer karne ke liye ab Bhim app Use kar sakte hain jo ki bilkul free hain
sir mo.no. online register kar sakte hai kya kaise
Sir bina ATM card ke ham net banking use kar sakte h kya
Net Banking ke liye Atm ki jarurat nahi hain
Bhai bank sale sunte hi nahi kal gaya tha bank me… Manager ko bataya ki atm banwana h bt usne mana kar diya aur police bula li. Bhai mai kya karu bank walo ne zindgi khadab kar rakhj h
Bank me abhi Accounting work 1-1-2017 se chalu hoga tab Jake apply karna
Bank me phone ATM ke duara kr sakte hai kya ???
Atm ke duaara phone kaise karenge bank me
Net banking karna to h lekin koi kar wai nhi hoti yr waha jaise agar main frm le bhi lu to mujhe kuch jankari bhi to hona jarruri he na….. plezz help…
Haan jankari toh hona jaruri hain
Agar m online net banking online method Se active karu to usme kitna time lagega
Please reply me
Online net banking sirf 5 se 10 mintue me active ho jaygi
sir main..allahabad bank ke net banking ke liya age ki koi bond hai kya
@Abhay Bank Me Net banking Lene Ke Liye Age Ki Jarurat Nahi Padti .
Sir kya ham smart phone se ghar baithe bijli ka bill pay kar sakte hai by net banking and koi extra charge to nahi lagega yadi kar sakte hai to pay slip kaise Milegi please help
Haan Ham Ghr baithe Kishi bhi cheez ka payment kar sakte gain iska koi extra charge nahi lagta
Sir mere mobile par SBI se ppk code aaya he ab mere ko kya karna hai please help
#Prabhulal , aapko bank se jo ppk code mobile se mila hain uske madayam se sbi banking me login kar sakte hain . ppk code me usersname or password aapko mila hoga .