BHIM App Kya Hai Or kaise Use Karte Hain. Iske baare me ham Pichli post me Samaj chuke hain Isliye yaha ham janenge ki Bhim app se kaise Paise bheje aor Receive kare matlab ek dusre ko kuch hi second me paisa transfer karne ka tarika .
Jab se bhim app ko Launch kiya hai tab se ab tk Iske 10 million se jayada user Ban chuke hai Jo ki Aane Wale time me Isse hame india ko Cashless banane me madad mil Sakti Hain but Pakka Nahi h . Isme aapko Sirf Bank account ko Connect karna hoga fir aap ek click me kishi ko bhi paise send kar sakte hain .
Bhim App Kya Hai ?
Bhim app ke baare me kuch baate jo aapko phele jan lena jaruri hai jisse ki aapko ise use karne me paresaani na aaye or aaram se ham isko chala sakenge
Toh Aayiye Jante hain kuch baato ke baare me
1. Kya Isko use karne ke liye bank me mobile number or aadhar link hona jaruri hain .
Ans . Yes , bilkul Registered hona jaruri hain inke bina hm Bhim apps ko use nahi kar sakte .
2. Bhim app me Bank Account select karte hain toh nahi hota
Ans . ” your Bank Did Not return Any Account For your mobile number 987654### ” Ye problem tab hoti hain jab aapka number bank se link nahi hota . Agr link hain toh kabhi kabhi bank System ke server down hone ki wajha se bhi ho sakta hain.
3. Paas code kya hote hain .
Ans . 4 anko ka Starting secret code
4. UPI PiN Kya Hota Hain
Ans. UPI PiN ek 6 anko ka Transaction Password hota jo ki paise ko transfer karne pr manga jata hain jo ki ham Account banate hain jab setup karte hain .
5. Hamne UPI PiN setup naHi kiya
Yaha aapko device root karne ke liye bola jayga jo ki aapko nahi karna hain or device rooted ko hide kar dena hain .
Ab aayiye jante hain ki
Bhim App Kaise Use Kare
Sabse phele home page pr jaye Waha pr Send money pr click kariye
Next page pr Jisko paisa send karna hain uska UPI registered mobile number dale or verify kare . Agr number registered hoga toh verify ho jayga .
- upi agar nahi hain toh mobile number jo bank se linked ho ya dost ka aadhar number bhi dal sakte hain .
Yaha aapko no. 1 pr dekhna hai jo aapne UPI number dala hai wo sahi hain ya nahi .no.2 me jitna paisa send karna h wo dale . Remark me kuch bhi likh do . Finally ” PAY ” Pr click kare . Uske baad 4 anko ka UPI PiN password enter kariye .
” aapne successfully paisa bhej diya hain aapke Account se paise kat chuke hain aor Receiver ko receive ho gaye hain .
Phele home page pr jake Request pr click karen .
Ab jisse money request karni hain uska UPI address dale or verify kariye .
Same money sent me kiya waise hi karna hain . Bs Date me Expiry Date dalni hogi matlb kab tk accept kar sakte hain . Uske baad request automatic delete ho jaygi .
” aapne successfully request send kar di hain . Jab aapka friends request ko accept kar lega aapke Account me paise aa jayenge .
UPI PiN Rest or change kaise kare
Home page pr jaye waha pr aapko iska option milega . Iske Sath yaha se aap apne bank account ka Blance check kar sakte hain .
Limit Kitni Hai
Suruaat Me Aap ek month ke andar 20000 rupay tak ka len-den yahan se kar sakte hain But Ab Isko Badhakar 40000 Kar diya gaya h jo ki Kaafi Jayada hain .
Finally friends Ye article padhne ke baad aap samj sakte hain ki Bhim app se paise kaise bheje Transfer kare kishi ko bhi . Agr koi sawaal hain toh comment me puch sakte hain .
Ac no or ifsc code dal ke keise bheje please bata dijiye
@Shiv Kumar , Number or ifsc Se Paise Bhejne ke liye bhim app me send wale option me (A/C+IFSC) Ka option bhi hain dhyan se dekhe . usme se bhej sakte hain .
bro bahut acchi information di ha apne thaks
Sir I am wrong upi money transfer so how refund my money
Aap upi ke coustumber care me apni problem send karo .Wo kuch kar sakte hai
To be honest this is one of the best post of your.
Thanks for sharing.
Mera upi code nahi ban pa rha hai
vailu Up me mm /yy me kya dale.
Mm/yu ki jagha aapko Apne Atm Card ki Expiry date Dalni hain
Very Usefull Information, Thanks for Sharing This!
Bro bhut he acchi information de hai aapne…
bahut acha post likha hai apne
bhai me samjha nahi kia ap muje apna no doge muje kuch puchna v tha apse
Sir.. Home Bar Me Wo Kaise Add Kare Jaise Bracking News Wala Plugin Hota Hai Uska Name Bata Sakte Hai?
Waise Yeh Post Mujhe Achha Laga
Meri theme me already Breaking news plugin setup hain . Aap WordPress Plugin box me search kar sakte hain
brother yah blog bahot helpful hai me apka post parta rehta hu bhai apse ek sawal hai mera=agar koi mobile se sim removed kar di jaye aur phir dusri sim dal ke use kare to kia dusre sim ka no pata kar sakte hai ki konsi sim se use kar raha hai = SO PIZ REPLY ME SOON
Nahi pata kar sakte jab tk mobile hamare paas naa ho
बहुत ही बढ़िया article share किया है आपने। धन्यवाद ….!! 🙂 🙂
aapka post bhut hi helpfull he me umid karta hu ki aap ek bar meri site bhi visit kare
Aapki website badhiya hain