Website Blog banane Ke Baad Bhut Logo Ke Sawaal Hota Hai Ki Blog Ko Design Kaise Kare Karte hai . Ek Badhiya blog Templates Kaisa Hona Chahiye .
Agar Aapki Website WordPress Platform Par Bani Huyi Hain Toh Aapko Blog Design Karne Ke Liye Jayada Mehnat Karne Ki Jarurat Nahi Padegi. Aap Sirf Plugin Ki Madad Se Designing Kar Payenge . But Blogger Me Thora Paresan Hona Padega .
Matlab Kishi bhi chiz ko naye Tarike se Banana hi design Hai . Jayada Samjne Ke Liye Mere Blog Ko Dekh Sakte ho . Toh ham iss post mei Website Design kaise kare Iske baare mei janenge.
Hamare site Par Koi New Readers Aata Hai Toh Uska Dhyan Sirf Hamare Blogs Ke Content Aor Color Par Jata Hain . Because Yeh Ek Main Part Hota H Jo Hamare Readers Ko Post Ko Padhne Ke Liye Attractive Karega .
Website Design Karne Ka Tarika ?
Yaha Aap Janenge Apni Website blog ko designing Kaise Karne Ki Puri Jankari . Site Designing Ke Sath Janiye ki Kaise SEO Karen Blog me Jisse Search Me Fayda Ho
Iss Article ke duaara ham blog ki start se end tak tak ki puri Design Ki progress ki jankari janenge ki Website Ko Designing Karne Ke liye Kin – kin chejo ki jarurat hogi aor iske liye kya karna parega .
First of All Aapko yaha Bhut Si Tips Ki Jarurat Hogi . Lekin Aapko Tensan Lene Ki Jarurat Nahi Mai Aapko website Design Karne Ki Sabse Badhiya Tips Bataunga .
Sabse phele hamko Ek badhiya quality ka blogs banana hota hain. Jisme hamari site ka Name main hota hoga . Agar Aapne Abhi tak blog nahi toh blogger.com Par bana sakte Ho Uski Jankari Maine Yaha Di Hain .
- Create A Blog Ke baad usme Phele First Article Likhe . Post likhne se phele puri taiyari karle ki post kis baare me likhni hogi aor kya likhna hoga. Phele puree taiyari kare.
- Site ko design karne ke liye Tamplates change kare. Tamplates ek traha se Blog Ka Map Hota hai. Jisse Ham Kya Chiz Kha Set Karni Hain Wo Kar Payenge . Jis traha se Ghar banane ke liye Naksa Banaya Jata Hain .
Best Free Blogger Templates Aap Google Me Search Karke Download Karen Jaisa Aapko Chahiye .
3. If Your Blog Setup On Blogger Platform Toh blogspot Remove Karne Ke Liye Domian Lagaye . Godaddy Or Bigrock Se Aap Rs. 99 Me Domains Buy Kar Payenge.
बढ़िया डोमेन ख़रीदे
Website Designing Me First Step Me Domain Laga Lena Sahi Hoga . Because Agar Aap Late se domian lagayenge toh aapko Search Engine Se Traffic Pane Me ( Google , Bing , Yahoo) Dikkat Hogi .
- Ab Hamko Blog Ko Google , bing , yahoo jaise search engine mei submit karna hoga . jisse aapke site ka traffic badhe aor aapki site search engine me aa jaye.
- Apne blog ke liye Google+ Id(page) , Facebook page , Twitter id , banaye . aor Site Ke Anadar Lagaye . Inka upyog Free Traffic Increase Karne Me Madad Karega .
- Kuch Main Pages Apni Site Me Add Karen Jaise About us , contact us , privacy policy , page banakar add kare. Inke duaara ham visitor ko yeh batate hai ki website ko kon chalata h aor visitor contact hamse contact kar sakte. Yeh page Adsense Se Income Karne ke liye bhi jaruri honge.
ब्लॉग और वेबसाइट को डिजाईन कैसे करें ?
Blogger Platform Ke Kuch Important Options
- Hamko Seedhe Hi post likhni hain toh ispar click karke seedhe hi likh sakte hain.
- B. Yeh wala option comment ke liye hoga. Isme blog par aaye comment ka pata laga sakte hain Bina Design Ke .
- C. Iss option se ham website ki puri Design Ki setting manage kar sakenge. Ispar click karne par 10 Opation aate hain . Jinke baare mei niche bataya gaya hain.
A+ Overview – Yeh opation hamare liye jayada kaam ka nahi hai. wese Isse aap check bhi kar sakte hain.
B+ Posts – Isme hamari share(Public) ki gayi post hoti hai . Agar Hamari koi bhi post mei Galti Ho jati Hai toh ham yaha se Edit/Delete Kar Sakte hai.
C+ Pages – Isme ham blog ke liye main page ex:- About us ,contact us ,privacy , jaise page bana sakte hai.
- D+ Comments – Agar hamare website ki kishi post par koi comment karta hain toh yaha se ham comment padhkar reply bhi de sakte hain.
- E+ Google+ – Agar hamara google+ page hain yaa hamari google + id hai toh ham yha se website ko seedhe google+ se jor sakene. Jab site par ham koi nayi post public karte hai toh wo google+ Par automatic share ho jati H.
- F+ Stats – Isme ham aane wale Reders ka pata laga sakenge Ki kitne logo Ne blog dekha . Konse country se hain . Isme aapko ek chote roop mei jankari di jati hain.
अभी कमाई के बारे में ना सोचे
G+ Earning – IsMe Ek option hai SIN UP ADSENSE . But Ye abhi open nahi hoga jab tak ki hamara blog 6 monts purana na ho jaye. Adsense ek ad Site hai .
jiske ad ham apne blog par laga kar paise kama sakte hai. wese toh ham adsense company ke ad 6 Mahine phele nahi laga sakte . lekin kuch tarike hain Jinko use karke ham 1-2 Mahine mei adsense apporve kara sakte H .
Find Best SEO friendly Blog templates
Adsense Ke Ad Se Jaldi Income Karne Ke Liye Blogspot Remove Karke Domain Laga Lena Chhaiye . Or Haan jab tak aapka adsense account approve naa Tab Tak Bidvertiser , Renuvehits , Chitika Company Ke Advertisement Try Karen .
H+ Campaigns – Iske Baare Me Aapko Jayada Khas Dhyan Dene Ki Jarurat Nahi Hogi .
I+ Layout – Yaha Se Ham Apne Site me konsa Options kaha set karna hai usko Add A Gadget Ki sahayata se Set Kar sakte hain .
- J+ Tamplate – Iske andar Ham Tamplates Chane Kar Payenge . Agar hame koi code Add Karna Hoga Toh Uske Liye Yahi Par Aana Hoga .
- K+ Setting – Name se hi pata chal gaya hoga ki iska kya kaam hai. Isme ham apne site ki setting ko customize karte hai .
Ye Article Padhne Ke Baad Bina Kishi Mistake Ke Aap Aasani se Apni Website Blog Design Kar Sakte Hain .
- 5 New Powerful Free Seo Tools For blogging in Hindi
- Blog को Google से कैसे जोड़ें और Search Engine में Submit करें
Finally , Friends Aapko Article’s Samaj Me Aaya Hoga . Agar post Ke baare mei Kuch aor puchna h Uske Liye Comment Form Or Contact Page Ka Upyog Karna Na Bhule .
Sir kya me ek gmail id ek se zyada blog bana sakta hoon?
@M Sabir , Haan aap ek gmail id se ek se jayada blog create kar sakte ho .
Aapka blog bahot acha hai or design bhi achi hai mene ek blog start kiya hai http://www.makvanainfo.com umid hai ki yeh dekh kar muje bataye ki koi problem to nahi hai na…thanks
Jagdish , Nahi esi koi problem Mujhe Aapke Blog Me Nahi Mili , sab thik hain
अच्छी जानकारी दी है आपने सुरेन्द्र जी.
ब्लॉग डिजाईन करना एक बेहद जरूरी काम होता है.
sir ye design kanha se hota hai
ese kaha se start kre
aap ne to design btaye hai
kon c seting me ja k design karna start hota hai
sir mai engg. kar raha hoo cse se aap ye bataye paisa adsens kai through hamare pass kaise aayega.or koi sawal puchhe to aap jaisa ye comment box kaise banega, apaki post samjh mai aayi visitors ki help ke liye thank you.
Blog ko website banane ke liye isme domain use karo Aor Design karo
Adsense paisa seddhe bank account me send karta hai
Useful information…
Bhai mere website digin nahi horhahe plj help me
Design karne me kya problem aa rahi hai
sir maine ek website banaye hai maine usme post bhi dal diya hai. but jab apne post ko google mai search marta hu to mere wali post aati hai nhi. but jab mai apni website ka name google mai search marta hu to wo search ho jati hai. maine apni website ko google search console mai bhi submit kar diya hai. plz sir muje batao.
Agr Website New hai Toh Wait Kare Kuch Din Me Post Bhi Search Engine me Index Ho Jaygi
Sir mene blog banaya he par blog me template upload nahi ho rahi he kuch aesa likha huva aata he
Custome tamplate that mix HTTP and HTTPS may affect the security and user experience of your blog when it is viewed over HTTPS
Sabse Phele Apne Blog Me Setting Me Jake Https Enble Karde
Hello bro mare blog me ek post kia 2 din ho gaya abi tk google me nahe milta hai please help
Abhi Aapne 2 Din Phele Post Kiya Toh Jarur Google Me Aa Jaygi Agr Post Seo Friendly Hogi Toh . Aap Tensan Na Le
Hello Sir. mujhy Sirf itna janna hy k
blogspot main post ko manage kesy karain
jesy many facebook id kesy bnayn likha
phir uski tricks add ki
ap main chahta hu k
pehly facebook kesy bnayn show ho
phir tricks
show hon
sir plzz
bta dain
Wo toh tum jaise set karoge waise hi aa jayga
hello brother,…………..
kya ap mujhe vta skthe comment box kase add kiya jata he blogger website per
Blogger Me Automatic Comments Box Set Ho Jata Hai Iske Liye Blogger Me Comment Setting Set Kijiye
sir muje yeh janna hai ki google adsence ko 1-2 mahine me appruv karne k liye kya karna hoga.
Adsense Ke Rule Follow Karo 1 Din Me Adsense Approved ho Jayga
Sir Me 15 Sal Ka Hu Kiya Me Blog Ke Jariye Paisa Kama Sakta Hu
Haan Kama sakte Ho Iske Liye Aapko Starting Me Bhut Mehnat Karni Padegi
sr hm apni blog ko google pr kase search kre
agar hm search krte h to ooop likha ata h
mtlab ye google pr show nhi ho rhi plz sr hlp
Aap Phele Search Console Me apna Blog Submit kAro
Sr mere blog m temples instell nhi ho rha h. Surendra sr please mera help kijye….
Templete Ko Xml File Me Convert Kare
Sir mene chitika ka ads apne blog lagaya he lakin 1rs bhi abhi tak nahe hua ads pe kitne click paisa melta he
Aapko Ads lagaye huye kitne din ho gaye.
@Prince aap ek bar fir se new ads code create karke blog sidebar me lagao.
sir mere blog per google adsence to aproved ho gya hai or maine adds bhi lga lya hai lekin adds shwo nhi ho rha hai plz help me sir uske liya kya karu 2 mahine ho gye hai adds lgaye huye lekin abhi tak shwo nhi ho rha hai na koi income ho nhi hai sir mere blog ko 8 mahine se bhi jada hi gya hai plz aap mere blog ko chaq kar ke btaoge sir kya problam hai
Haan ! Lekin aapke duaara likhi hui post ek dam original and acchi honi chahiye
Aor aap hamare blog ke liye post likh sakte ho ham 50 -200 ₹ par post quality ke hisab se aapko pisa denge . lekin yeh Sarvice 1/3/2016 se blog par lagu kar di jaygi
kya blog p post dainay se paisay kamaye ja saktay hn keh ni.
Usme se copyright contant ko hata kar fir se sitemap banao aa jayga
Mera blog ko google ki campny ne lock kar diya kaise kholu use
Blog ka Url google par dalkar search karo
Iske liye aapko aapke blog ki design dekhni hogi .
aur kaise pata lagega ki meri site google par aarahi hai ya nahi
mere friends bhi janna chahte hai
hii friends mai pata lagana chahta hu ki mere site par
sare setting sahi ya galat kaise pata lagega ki kon kon
si setting sahi ya galat plz help aur apna WhatsApp number bhi
humko dijiye