Computer Me software Download Karne ke Liye Windows microsoft store sabse Best Jagha Hain Jahan Par Unlimited Free Vs Paid Apps Available Hain Jinhe Ham Download Kar Sakte Hain . Jiske Liye Hamare Paas Internet Connection Hona Jaruri Hain .
Windows 10 me Jo Apps Store Hain Wo Ek Direct Source Hota Hain Jisme Ham Software Download karke Install Kar Lete Hain Jo Ki Hamare Google Account Se Link Hota H Jiske Liye Hame ek Microsoft Account Ki Jarurat Padegi .
Agar Aapke Computer Me Microsoft Store Se Application Download Karne me Problem Aa Jati Hain Toh Store Ko Update Kar Lena Chahiye Or Apps Install Ke Liye Phele Microsoft Account Se Login Karna Hoga .
Microsoft Store Se Software Download Kaise Kare
Sabse Phele Account Banane ke Liye create Account par Click Karen
Ab Jo page aayga Wo esa hoga
Isme Mobile number ke sath Bhi Account create kar sakte hain . Direct google gmail se Bhi Id Bana Sakte hain . Toh sabse phele account Bana Lijiye .
Account Ban jane ke Baad 2 Traha Se Application Download kar Sakte h .
1.Google search se
2 .Direct computer se
But mere hisab se Direct Computer Me Microsoft Store Se Software Download karna Chahiye jisse ki Update Karne ki dikkat na Hogi .
Ye system same Android app ki Traha Hai Jaise Ek Toh Play store Se Dusra Google search Se . Toh ham Jayadatar Play store se Android Apps Download karke Install Karte hain .
1. Start menu me Jayen Or Store Select Karen
2. Agar Aapne phele se login nahi kar rakha hain toh Login karen .
3. Yahan pe computer me internet connection On rehna Chahiye .
4. Ab Yahan pe Bhut se Free Or Paid Software Hain Jinhe Ham Download kar Sakte Hain .
Iske Alawa Yahan Pe Search Box Bhi Hain Jisme Apps Search Kar Sakte H .
Ab jis Bhi Softwares ko Download karna Hai Usko Open Karen
Finally Installing complete Hone ke Baad Run Karen .
Waise Microsoft Store Se Software Download karne me koi Dikkat nahi aati hain But Kabhi – Kabhi Internet connectivity ki wajha se Store load nahi hota .
Sir me lnkfile se shortcut ko delete kar diya hai kripya car ke wapas lane me madad karre