Internet Ki Sabse Popular Social Media Website Facebook Hai . Fb Par Har Mobile User Ka Account Id Jarur Hota Hain. iske sath hi account ki security bhi mehtvpurn hain .
Agar aap iss Facebook Security Tips wale Article ko padh rahe H toh aapke paas bhi FB account jarur hoga . Isliye Aapko Chahiye Ki Aap Apne Fb id Ko Safe Rakhne Ke Liye Niche Di Gayi Kuch Tips Jarur Padhe .
Facebook account ka puraa control Hamare Hath Me Hone Par Bhi ham iska use nahi karte hain jiske karan har koi hame FB friends request bhej deta hain Koi bhi hamare profile timeline par post kar deta hain .
Iske hamare New Feed me unwanted post aor photo aa jate H jo hame pasand nahi aate . Agar aap inko apne control me karna chahte hai toh aapko Aage Batayi Gayi Facebook Security tips ko jarur follow karna chahiye jo Aapke Bhut Kaam Aaygi .
5 Important Facebook Security Tips in Hindi
Waise Toh Facebook Chalate SamaYe Bhut Si Problem Aake Samne Aa Jati Hai jiska Solution Bhi Mil Jata Hain Lekin Security Ke Mamle Me Hame Satrk Rehne Ki Jarurat hoti Hain .
1. login alert free sms For Security
Aapka accont kab login hota H Aor kaha par konse browser me login ho raha hain iske baare me facebook ne aapko sms alert ki subidha Di H . isko aap use karke Apne Ac Ka login alert apne phone par receive kar sakte hain .
Facebook sms alert on karne ke liye
FB Log in >> Setting >> Security >> Login Alert >>
Yaha Par
* Notification on kare
* Text Messages On kare
Ab jab bhi aapka AC log in hoga aapko iska alert mil jayga . Iska Fayada Aapko Ye Hoga Ki Isse Har Login Ka Aapko Update Milega .
2. Timeline And Tagging
Aapka koi friends jo aapke timeline ko tag karke koi images yaa post karta H toh tagging aapke sabhi friends ke timeline par bhi show ho jata hain . Matlab Post Viral ho jati h.
Ab suppose aapke friends ne aapke sath esi post tag kar di jisse aapko aor aapke friends ko nuksaan ho sakta hain . ( ex : Adult , Hacking , other ) Toh ese tag ko rokne ke liye aapko tag Approve option on karna hoga jisse agar aapka friends aapke sath koi bhi post tag karega toh aap jab tak aap post ko Check karke approve nahi karenge tab tak wo post aapke timeline par public nahi hogi .
Ise Chalu Karne Ke Liye
Setting >> Timeline And Tagging >> Par Jaye
1. Isko ” Only ME ” Kare
2. Isko ” ON ” kare
3. Control Unwanted Post And Images For Security
Aap apne ese friends , Group , Page se Connect hai Jinke duaara public ki gayi post yaa photo aapko pasand nahi aor aap yeh chahenge ki friends ko unfriend kiye bina koi esa tarika ho jisse uski post hamare news feed me show nahi honi chahiye aor usko unfriend bhi nahi karna pare toh iska tarika bhi hamare paas hai .
Ise on karne ke liye
1. Sabse phele uss friend ki profile ko open karo jiski post ko aap block karna chahte ho .
2. Ab timeline ko open karke Page ko scroll down kare ( page ko niche le jaye )
* Yaha par aapko kuch option milenge ex:- Unfriend , Block , unfollow ,Poke . ab aapko ” Unfollow ” Par click karna hain .
Issi traha aap kishi bhi group yaa page ko unfollow kar sakte ho .
4. customize Facebook friend request options
Aapko ese log friend request send karte hai jinko aap nahi jante hai toh aap send friend request options / button ko Hide yaa remove toh nahi kar sakte But unwanted friends request ko rokh sakte hain.
Setting set karne ke liye
Setting >> Privacy >> Who Can Sent You Friends Request ko ” Friends Of Friends ” Select kare .
5 . Secure your profile For Security
Aapki profile kitni secure hain yeh aapko pata hona chahiye . Apne AC ko secure kaise kare yeh sawaal hamare paas hamesa rehta H .
Apni friends list ko hamesha hide karke rakhe .
Mobile number ko Hide Rakhe.
Apni personal information share naa kare.
Kabhi bhi Ese photo yaa post public naa kare jisse aapka FB account Spam or Ban ho jaye .
lite , messanger app use kare .
Other device me log out jarur kare .
Time par Facebook check karte rahe .
Adkhitr Kayi Baar Pucha Jata Hai Ki How To Secure Fb Matlb Apne Facebook Account Ko Safe Kaise Rakhe Usko Hack Hone Se Kaise Bachaye . Inn Sabhi Problems Se Bachne Ke Liye Aapko Kuch Tips Jo Upar Batayi Hain Unko Jarur Padhna Chahiye .
Sir mere account me mujhe koi tag krta h to kisi ka pic mere photo stock me show ni hota hai Mai chahta hu ki koi mujhe tag kare to mere profile me uska pic aur video show ho to iske liye Kya setting krna padega..
Mera real name sachin he…
Mene abhi kuch din pehele hi ek new account banaya tha. But achanak ek din log in kiya to waha Seccure Account ka option aaya or niche Image upload karne ko kaha gaya To mene ek image upload karke Continue kiya. Uske baad mera account Disable ho gaya. Kya wo fir se enable ho sakta he. Mene bohot si tricks try ki but Nahi hua. Aap koi Easy idea bataye… Please
Hello sir me karib 5 year pahle ek account banaya tha fb ka sir me uska password bhul chuka hu or mera mobile number bhi kho chuka hai me us account ko band karna chahta hu .kya kare sir
Sir please tell me bogger me comment box kase add kiya jata hai kirpya karke mujhe vatye
Blogger Me Comment Box Simple Hota hai , wordpress ke jaisa comment box ke liye aapko WordPress pr Aana Hoga
Sir ham Jo ya msg kar rahen hain na is ko ky bolte hain words English me bhasha Hindi me
@Fraha khan Aap jo comment Kar rahe Hain usko hindi me Tippani Bolte Hain
bro mera ek fb account open nahi ho raha hai. facebook ki taraf se muze mere account ka verification karne ko kah raha hai.
muze usme mera name dalna hai aur email or meri profile pic id ke liye ye sab mene fb setting security per kuj hua…mai kaise mera fb open karu. koi help kardo bhai
Apne account ko chalu karne ke liye Apna email Aor number verify karo
21 Din me
Bhai aapko adsense ke taraf se pin kitne days me mila tha ? Zaroor reply karna bro