Kya Aapko Pata Hai Free Website Kaise Banaye Mobile Se Ya Computer Me Bina Knowledge Ke . Aaj Ke Time Me har Kaam Online hota hai Aor har koi apna Name dunia ke sath share karna chahta H . Agar Aapko Online Business Karke Name Kamana H Ya Passion Ke Liye Toh Apni Free Website Banani Hogi . iske aalwa aap apne blog ya site se paise bhi kama sakte hain . iske liye aapko thori mehnat karni hogi .
Kishi Ka Business H Wo Bhi Site Banana chahta Hain Or Jiske Paas Nahi H Wo Bhi Free Site Banane Ke baare me jaanna chahte h Ki Google Par Website Kaise Banti H .
Google Par Site Banana Bhut Hi Aashan Hai Uske Liye Aapko Starting Me Kuch Simple Se Step Follow Karne Honge. Yeh baat Jaruri Nahi Hai ki sirf business karne wale hi Free Website banaye . Agar Aapko Bhi Banani Hai Lekin Aap Nahi Jante Ki Kaise Banti Hain . Toh meri yeh post Padhe .
Agar Aapne site banane ke baare mei socha H toh Aap site ke baare mei jante hoge. Lekin Aapko bata Du ki Agar aap internet par Apni Free Website bana rahe hai toh kuch baato ko janna jaruri hain. Toh Ab Aap Free WebSite banane ke liye Tayiyar honge . Mai Yaha Aapko Website Banane Ka Tarika Hindi Me Bata Raha Hu Isse Jarur Padhe .
Google Par Site Banane Ke Liye Kya – Kya chahiye
# Personal Gmail Account
# Net Connection
# Basic Knowledge
Free Me Website Kaise Banaye
1. Sabse Phele Aapne Computer , Android Mobile Me google crome Ya firefox Browser Me https://www.blogger.com/ Type Karke Search Kijiye .
Yaha Par ” Public Your Passion Your Way ” Ka Page Show Hoga Jiska Matlb H Apne Hunar Ko Logo Ke Sath Share Karna . Yaha Aapko Simply ” Create Your Blog ” Par Click Karna Hoga .
2. Ab Aapko Free Blog Banane Ke Liye Gmail Id Aor Password Dalna Hoga .
Yaha Gmail Id Se Login Karne Ke Liye Ek Page Open Hoga . Yaha Apna Email Address Or Password Dalkar login kare . Login Karne ke Baad Aap blogger Ke Home Page Par Pahuch jaynge.
Note :- Website Aor Blog Ka Matlab Ek Hi Hain .
3. Yaha Aapko Thori Jankari Ki Jarurat Padegi Wo mai Niche Bata Raha Hu
Isme Bhi Continue Button Par Click Karen
4. Finally Ab Jo New Page Open Hoga Wo Main Site Banane Ke Liye Hi Hain
Yaha Aapko Dhayan Rakhne ki Jarurat Hogi Ki Koi galti Nahi Ho .
#1 – Title –
Yaha Pe Site Ka Title Name dale jo ki aap apne site ka Name Rakhna chahte hain . Jaise mere Blog ka Title ” Mysite – internet ki jankari hindi me” Same Issi Traha Aapko Bhi Name Choose Karni Hogi .
#2 – Address –
isme Address dalen.
Ex:- www.abc.blogspot.com.
Yaha www,blogspot,com yeh tino ko hatana nahi hai, sirf aapko “abc” ki jagah apni site ka Name dena hoga . Jaise mere ye h – www.merisisste.blogspot.com.
Url dalne ke baad
Agar likha h—> This Address available √
Toh aapki site ban
Jaygi .
Agar likha h–> this blog not available ×
Toh aapko koi dusra
NAme likha padega
Iska karan h ki iss Address se kishi aor ne Phele Blog bana liya hain . Isliye aap dusra Naam use kare.
#3 Theme –
Url Dalne Ke baad apni theme select kare. Simple select karlo baad mei change kar sakte hain. . yahan par inko blogger template bhi bola jata hai jo alag se bhi lagaye ja sakte hain .
Finally Ab Create blog ! par click karen.
Aapka blog Free Website ban Gayi hain. Isko aap view blog par click karke dekh sakte H.
Site par login karne ke liye Blogger.com/start par gmail se login kare.
Toh friends Aapne Yaha Jana ki Google Ya Internet Par Free Me Website Kaise Banaye Or Blog Banane Ka Tarika Bhi Jana .Or Yeh Kitna Aashan hai .
ab aapke mn me ek baat ye aaygi ki ab hame kya karna hoga . toh iske baad aapko bhut kuch karna hain jise aap hamari site ki blogging wali category me jake dekh sakte hain .
Iske Baad Aapko Kuch Baate Or Bhi Janne Ki Jarurat Hogi Jinke Baare Me Aapko Agli Post Me Bataunga Jaise Ki Website Se Paise Kaise Kamaye And
* Blog Design Kaise Karte Hai
* Blogspot Kaise Hataye
* Coding Kis Traha Setup Karen .
iske alawa aap agar blogging ke baare me thora dhyan rakhte hai toh wordpress ki kuch knowledge aapko hogi . agar nahi h to iske baare me sikhna hoga tabhi aap ek safal blogger ban payenge . matlb ki blogging ki dunia bahut badhi hai jisme enter hone se phele iske baare me bhut kuch janna jaruri hain .
Iske Alawa Free Me Website Kaise Banate Hai Iske Baare Me Aapka Koi Bhi Sawaal Ho Toh Usko Comment Me Puche .
Sir investment aur withdraw wale website kaise banaye jis se paisa kama ske aur logon bhe faida uthae
Kaphi achhi tarah se explain kiya hai thank you!
Plz app mje yeah btana k title k bad addres de diya lekin bn nhi rahi
Muje Ak website banani he jis se me Kiska bhi mobile number dal ke os ki sari malomat Le sakon
#sajjad , esi website sirf coding expert hi bana sakte hain .
Sir mujhe bta sakte hen ke mobile se esi websait kis tarha banai jati h jis men men apne doston ki id bna kr unko don or who usme post kr saken plz help me
sir may app may dalnay kay liyay webside banana chahta hu kaisay banyga
Sir songs aur videos downloading wali site Kaiser banate hai uska kya process hai bataaaaye….
Thank you sir. mene blogger par website banaya. Phir muje internet se wordpress k Pata chala. usme mene theme add kiya aur acha layout design ban ke aaya. mere website ki link hai http: // www. govt-job .guru/
Sir jis tarah hero heroine ki photo google PR show karti hai us tarah ,isme show krengi
Hello
Very great information.
Keep up the good work
Sir maine sab kr diya lekin ek nai ho ra hai blog list create a new blog jb mai title me kuch v fill kr re h or address me wo likh de ra h this blog is not support invalid ab kiya kre ki prblm solve ho jaye kuch btayie
Sir Mene Android mobile se ek wap.wapka se website banaya hai to mai mobile se google pe submit karna chahta hun kaise karu
Uske liye google web Master tool me site ki link set karo
Address me blog adrss not available aarha he baar2
Aapko esa name choose karna hoga jo abhi tk kishi or ne nahi use kiya ho
Mene” smansuri.blogspot.com” site banai he ab isko “smansuri.com” kese karu and isme songs kaise upload karte he
Iske liye aapko godaddy ya bigrock se smansuri.com domain lena padega
sir mai dca courses kar liya hu aur apne sare dca courses ke saf ko
ek site pe dalna chahta hu taki kabhi bhi jarurt pade ti mai use dekh saku
lekin problem yeh hai ki website banana nahi aata pleaese mera help
kijiye
I REQUEST YOU PLEASE HELP ME SIR
Website kaise banaye uske baare me maine issi post me bataya hain
SIR BAHUT TRY KARNE KE BAD BHI WEBSITE NAHI BAN RAHA KYA KARU PLEASE KUCHH KIJIYE MERA NAME AWADHESH KUMAR GIRI HAI AAP HI KOI TITLE & ADDRESS BATA DIJIYE jisase mera bhi koi website ban jae
Brother website Aap bana rahe hain toh tital mai kaise bata sakta hu
to mai kaise time zone choose karu
Friend me yah janna chahta hu ki mai kaise youtube me adsence jodu.jb me adsence bana rha tha to ek option tha time zone india ka time zone to 5:30hai magar mujhe time zone me 5:30 ka option nhi dikha.to mai kya kru.app meri help kar sakte ho.
Time ka option aana Jaruri thore hi hai
google id se hum kya kya use kr skte h and hum apni site kese use kare
Very Nice Informatin Bro. Keep it up.
mali mahu veb banana chahtahu
sir kya mai blogging,afflt.markteting.online business ek android device se shuru kr skta hu aur paisa kma skta hu.ya phir konse aise wrk hai jo me android se 100 %possible hai aur usse paisa kmaya ja sake.pl btaye.
Sir mere mobile me blogger ki website nhi khul RHA hai
Sir HTML coding kya hai …….plz explain me about this
Brother.Namsta=brother hamay bataya ki java php hmt ka coding kay hay kasay use kartay hay our kaha kartay hay so plese halp me brother
Iske liye aap ye article padhe –
Sr website Kaiser vanai jati Hei
Iss Post Me Aapne Kya Padha
Yar main bhi banana chahta hun par nahi ban raha kya karun baaato
Aap Post Ko Sahi Tarha Se Follow Kare Aapki Website Ban Jaygi
Sir Mai apni website pr apne subject physics k notes post karna chaata Hu to kya Mai Kr sakta Hu kyoki Mai abhi graduation Kr rha hu I mean B.SC to kya mujhko apne article post karne k liye jyaada padhna padega ?? Mujhko iski permission hai?? Koi gadbad to nhi hogi?? Mera gmail account [email protected] hai please tell me…
Aapko jiski jankari ho wo hi knowledge website par share karo
blogger ek bahut he acha platform hai newbie blogger k liye
sir my name sumit vishwakarma mai blog me wevside bana diya hu lekin google me search karne par nahi dikha raha hai plz help contect nomber
Abhi Aapki Website New hai Aor Google Search Console Me Site Verify Bhi Jarur Kare
blogger.com per new blog banane ke liye sir title me kiya likha jayega .me apne songs shair Karta hu public ko.mere liye best title batao na please
Title me apne Pasand Ka Koi Bhi Words Use Kar Lijiye
sir muje new company open karni hai our useke leye website open karna hai to muje company ka website ke leye kaisa karna hai to sari deteal bataye sir aap mayre what,ssp par bhi sari detel send kar sakte ho.
Aap Apne Business Ke Liye Khud Bhi Website Bana sakte Ho Aor Hamse Banwa Bhi Sakte Ho
Aap Konsa business karna Chahte Ho . Agr Online Karna Hai toh Website Ki Jarurat Padegi Offline Ke Liye Nahi
sir mene apni website wordpress par banaye thi magar wo search karne me nahi aa raha hai
Kuch Din Wait Karo Aa Jaygi
Sir apne cmnt ke niche jo unlimited recharge ka wallpaper dala hai mai wahi puch raha ho ki post me photo kese daltai hai jaise apne niche unlimited recharge me jo photo dala hai
Wo Html Coding Se Dala Huaa Hai
sir apne About Author mai apna photo aur website ki detail kese dale hai mujhe bhi batau na sir plz sir…
Mera blog wordpress par hai
Bhaiya www. Blogger. Com kholne ke bad kon si
link par click kare
Sabse Phele Create A New Blog Par Click Karna Hoga . Maine Iss Article Me Bataya Hai
sir post ke icon par photo apne kaise lagaya hai plz sir answer
Aap Konse Icon Ki Baat Kar Rahe Ho
sir computer screen par kisi bhi cheez ko capture kese karen bataiye sir
sir apnai jo post mai photo lagaya hai step by step wo kaha se capture karke lagaya hai
Md Ye Bhi Koi Puchne Wali Baat Hai Jo Photo Jaha Se Mili Aor Jo Kaam Ki Hain Unko Mai Internet Se Hi Download Karta Hu
sir kya blog me post likhne par google par show karta hai
Haan Post Likhne Par Google Me Show Karta Hai 1-3 Din Me
sir mujhe ads sense lagane ke liye adsense par a/c banana hoga plz sir answer dijiye
Haan Aapko Adsense Par Ac Banana Hoga
mere wikipedia me a/c nhi hora hai
Wikipedia par Account Banao Aor Verify Kare
Mai net me apna baio data kaise dale
Uske Liye Wikipedia Par Account Banaye Aor Whaa Apni Information Share Kare
sir mere fb account par share with public ka button nhi aa raha hai sirf only me aur friends of frend aa raha hai plz sir public ka button kaha se karon
sir apnai jo blogger banane ke leye upar photo me red arrow kese lagaye hai sir
Photo editor se lagaye hai
sir website me traffic kese badhaye aur paise kaise kamaye plz sir javab dejeye
Seo Friendly Post Likho
sir post lekhkar ko se batton par click karna hai ke post search karne par aa gaye
sir mene blogger se bhi kosish ki web banane ki par nahi bana sir aap mere email par blogger se web site kese banaye uska video send kardijiye sir my email is [email protected] plz sir
sir mene aaj he apna wordpress par website banaye hai title hai teachanswer.wordprees.com par sir usmai post kese add karon plz sir bataiye na
Usme Write Post Ka Option Aata Hai
sir apnai kon si course ki hai jo internet ke baare me itna jante hai us course ka kya name hai aur es course ko karnai ke leye kitnai paise lagtai hai
Iske liye koi course ki jarurat nahi hoti sirf technical knowledge chahiye
sir mai apnai laptop se uc browser se blogger se gmail id open ki to new blog ka button nahi aa raha plz sir help
Blogger Uc Browser Me Nahi Khulta , Crome Browser Ya Safari Use karo
SIR blogger ya wordprees par site banane ke kitnai der baad google par show karta hai plz sir javab dejeye
3 se 4 Din Me
Good
sir mene jab blogger.com par gmail id se login kiya to new blog ka button nahi aa raha hai sir plz helpme sir
sir site java mobile se ban sakta hai
Java se Nahi Ban Sakti Android Se Bana Sakte Ho
sir site banakar blogspot kaise hataye
Blogspot Hatane Ke Liye Domain Add Karna Hoga
Google Referral program apps for work aap is ke bare me btaya hai is ka point 2 google adsesne ko kaise use kre aur kiss apps se use kre aur kaise use kre
Google Adsense Use Karne Ke Liye Aapke Paas Khud Ka Website Yaa Android Apps Hona Cahiye
Free recharge ke leay kon sa aap sbse best hai
Freeb Ultimate
Sir ye mera whatsaap number hai 90970355… hm 10 class me pdte hai aur hm patna me rhte hai hm ko aap se puchna hai is leay hm whatsaap nmbr deya hai kuke comnt me hm je kbhi kbhi sms nhi jata hai please sir hm aap ka nmbr kise ko nhi de ge aap mera whatsaap par kuch v sms kr dga ga plz plz plz
Sorry Brother Ab Mai Whasapp Use Nahi Karta Hu .
sir mera matalb hai ki koi isko galat istmal to nahi kar sakta h
Nahi Kar Sakta
sir isko galat use ho sakta h kya
Aap kiske baare me bat kar rahe h galat use karne ko
Sir blogger.com ddneke bad kon se link par clik kare.
Link Par Click Nahi Karna Hai . Aap Iss Article Ko Fir Se Acchi Traha Padhe . Aapke Sabkuch Samaj Me Aa Jayga
Bhai 6-digit cod mantra h Kya karu
mene blog banaya ab pese kese milenge
Abhi Aapko Paise Milne Me Thora Time Lagega Usse Phele Aapko Apni Site Ko Design Karna Padega . Iske Liye Ye Padho
Blog Website Ko Design Kaise Kare
Bhai address invalid btata h kya karu
Duara Try Kare
Ek solution hai crome browser use karo
surendra bhaiya…
me ek new website blogspot se bana raha hu. jo ki nhi ban raha h.. me title aur address bharta hu uske bad me 'creat blog' par click karta hu to click hi nhi hota h… iss problem ka solve me kaisw karu… plz.. aap mujhe bataye…
sir mai ata our gehu ka busines karna chahta hu eske liye license kijarurat hogi
agar license chahiye to kitna paisa lagega
Blogger ke under page ka opation hai usme new page par bana sakte hai
sir hamna step 4 tak sb ker liya aur samaz mai nhi aa raha hai
apne blog me pages kaise banaye menubar k liye