Kya Aap Jante H Ki Instagram Kya Hai Aor Kaise Chalaye Instgram Par Account Kaise Banante Hai Ese Bhut Se Sawaal Naye Internet Users Ko Mn Me Aate Hain Jab Wo Kishi Jagah Par New Ho . Agar Aap Bhi Yaha Par Naye Ho Toh Aap Jarur Iske Baare Me Jankari Janna Chaoge . Yaha Ham Iske Baare Me Hi Janenge.
अगर आप जानना चाहते है की इंस्टाग्राम क्या है और कैसे इसे चलाये . इसके संस्थापक कौन है . इसलिए इस आर्टिकल में आपको इसके बारे में पूरी तरह से बताया है , कैसे इसे यूज करें , इस्पे अकाउंट बनाने के लिए क्या क्या चाहिए . आईये जानते हैं .
Instagram Ek Bhut Hi Popular Social Media App H Jaha Par Ham Apne Photo Share Kar Sakte Hain Or Friends Ke Sath Connect Me Reh Sakte Hain . Instgram App Bhut Hi Km Samaye Me Popular Hone Wali Application H .
Ab Tak Instagram Ko 1 Million Se Jayada Logo Install Kar Chuke H Toh Iski Popularity Ka Andaja Lagaya Ja Sakta Hai . Sabse Badhi Baat Ye H ki Instagram Facebook Or Whatsapp Ko Kadi Takkar De Raha Hain Kyu Ki Facebook Whatsapp Ke Bhi 1 Million Users Hain .
India Me Isko Professional Log Hi Use Karte H Kyu Ki Wo Iska Mehtv Jante H Or Ye Bhi Jante Hain Ki Instagram Ko Kaise Chalate Hai . Other Countries Me Ye Application Bhut Popular Ho Rahi H .
Instagram Kya Hai ?
Uppar Kuch Words Ko Padhne Ke Baad Aap Iske Baare Me Aasani Se Samaj Sakte Hai Ki Iska Kya Matlb Hoga . Isko Kaise Chalaye Or Kis Traha Ye Manage Hota H Iske Baare Me Aapko Janne Ki Jarurat Hain .
Iske Liye Sabse Phele Yaha Account Banana Padega Apne Mobile Number Ya Email id Ke Sath . Fir Iske Anadar Apni Profile Complete Ki Jaygi Jisse Aapka Account Verify Ho Jayga .
Aayiye Jante Hai Iske Baare Me
Account Kaise Banaye Instagram Par Hindi Me
Iske Liye Sabse Phele Play Store Par Jaye Or Waha Se Iska Android Application Download Karke Install Karen .
Ab Ise Open Karen Jaha Par ” Sign up With Email Or Phone Number ” Ka Option Aayga Uspe Click Karen .
Yaha Aapko Box Me Mobile Number Dalna H Fir Next Button Par Click Kariye .
Jaisa Ki Aajkal OTP Automatically Verify Ho Jata Hain Toh Abhi Ek Sms Aayga Jo Ki Automatic Sms Ko Verify kar Lega .
Iss Step Ke Baad Jo Agla Page Open Hoga Wo Esa Aayga
Yaha Par Ek UserName Or Password Dalkar Next Par Click Kariye .
Aage Aapse Pucha Jayga Ki Phone book Ke Contact Ko Syns Karna H Ya Nahi
Simply Yaha Par ” Continue Without Synsing Contacts ” Pe Click Kijiye .
Finally Aapka Account Ab Successfuly Ban Gaya H Yaha Home Page Show Ho Jayga Jaha Par Kuch Options Show Honge .
Kaise Chalaye Instagrm Account
Ise Kis Traha Use Karna Hain Wo Yaha Dekhiye
Sabse Phele Upar Di Gayi Images Ko Samajhiye Ki Isme Kya Darshaya Gaya Hai
1. Ye App Ka Home Page Hain Jaha Par Aapke Duaara Follow Kiye Gaye User Ki Feed Chalegi Jaise Facebook Home Page Par Chalti H Yaha Sirf Photo Hi Show Honge .
2. Jaisa Ki Aap Dekh Sakte H Ye Icon Search Karne Ka H Jaha Se Friends Ko Khoja Ja Sakta Hain .
3. Jo + Ka Icon Dikh Raha H Uske Anadar Direct Video Recording Hogi Jise Yaha Se Public Kar Payenge .
4. Dil Ke Icon Me Aap Dekh Payenge Ki Aapko kisne Follow Kiya H Or Aapne Kisko Follow Kiya Hain .
5. Wo Last Option hai Instgram Ke Anadar Isme Profile Edit Ki Jati H Jaise Ki Facebook Me Profile ka Option Hota H .
Isme Kafi Acche Featured Bhi Hain Jinhe Use Kiya Ja Sakta H Iske Sath Hi Instagram Apne Business Ke Promotion Karne Ke Liye Ek Badhiya Jagha Bhi H . iske alawa isme inapp photo filter bhi hai matlb aapko aapki li huyi selfi ko edit karne ki jarurat nahi hain . ek hisab se ham yun maan sakte hai ki ye ek esa platfarm hain jahan par ham hamare images ko save rakh sakte hain .
Toh Friends Aapne Yaha Instagram Kya Hai Or Kaise Chalaye Isko Ke Baare Me Jana . Isse Padhne Ke Baad Iske Baare Me Bhut Kuch Jana Ja Sakta Hain . iske baare me kafi baate aap jaan bhi chuke honge .
Mera insta pe jo msg aaiye wo mere alawa koi or naa dekh sake iske liye kya kare
instara per ham message kaise dekh sakte h
Instagram par 1 hours me kitne logon ko follow kar sakte hai… koi limit……???
@Govind , instagram par aap kitne bhi follow kar sakte hain uski koi limit nahi hain .