How to use paytm wallet in hindi with Application . E – Commerce , Wallet Ke Liye Pytm Bhut Hi Popular Company Ho Ban Gayi . Bhut Log Isske Ke Baare me Jante Hain Aor Kuch New User Unko Iss Ki Jankari Nahi H Ki Paytm Kya Hai Aor Isse Kaise Use Kare _ And Kya kaise Aor Kyu Kaam Aata Hai Or Kaise Ham Isse Se Online Mobile Recharge kare .
Paytm Promo Code Aor Coupons Offers Ke Liye Sabse Best e- Wallet System Mana Jata hain Jisme Aapko Kishi Bhi Products Yaa Kishi Bhi E – Service ko Use karne Par Kuch % Ka Commission Milta Hain Jo Ki Products Ki Value Pr Depend Hota Hain .
Ghar Baithe Bhut Saare Work Paytm Se Aashani Se Kar Sakte Hain Jisme Online Mobile recharge , DTH , Ghar baithe Online Shooping , Bus Train Movie Ki Ticket Booking , Money Add karna , Dusre User Ko Send karna , Bank Me Paisa Bhejna Other Work Kar Sakte Hain .
Kaise Chalu Kare Paytm ?
Inke alawa Aap iski Madad Se india me Kahi se bhi Ek Bank Se Dusre Bank Me Money Transfer Kar Sakte Ho .
Paytm Ka Ek Apps Android Application bhi H Jisse Aap Playstore Se Download Kar Sakte ho .
Uske alawa Iski Ek Website Bhi hai Paytm.com Jise Aap Bina Apps ke Use kar sakte ho Matlb Computer se Bhi Use kar sakte ho .
Ise Chalane se phele Aapko Uske baare me Bhut Hi vistaar Se Samajne ki Jarurat hain Kyu Ki Internet Pr Aapki Security Ki Koi Guarantee Nahi Le sakta Kyu Ki Aap Apni Galti se Kabhi Bhi Froudly ke Sikaar Ho Sakte Ho .
Paytm ko Use karne ke liye Aapko Atm , Debit card , Yaa Net Banking isme se koi Ek System chahiye Online transaction And Cash Ka Payment karne ke liye Jo Ki Inki Madad Se Hi Ho Sakta Hain .
Seedha sa Matlab Hain Agr Aapko Koi Bhi Wallet Use karna H Toh Usme Apna Mobile number , Email Id Jarur Register kare Aor OTP ko Kishi Ko Naa Bataye .
Isme account open karne ke Liye Aapko Sabse Phele playstore se lasted App Download Karna Hoga Aor Fir Isme Account Banankar Register Karna Hoga . aayiye jante hai Uske baare me
Paytm Account Kaise banaye
1. Sabse Phele Play Store Se Paytm App Download Karke Mobile Me Install Kare
2. Ab Ise Open Kare
or ” Create A Account ” Par Click Kare .
3. isme Ek Form Khulega
- Apna mobile number Dale
- Jaisa Isme Bataya H ussi traha koi Secure password lagaye
- Apni Gmail id Dale
4. Ab Aapke Number Par Ek OTP Sms Aayga Usme 6 Anko ka Code Aayga
Jo Code H Unko Isme dale aor Done pe Click Kare .
5 . Ab Last me Aapko Apni Date of Birth Aor Apna Name Enter Karke ” Confirm ” Par Click Karna Hoga .
6. Good ! Aapka Paytm Account Successful Register Ho Gaya H .
Isme Baad Apne Account me Mobile Number Aor Password ke Sath login kare Aor Account Edit Wale Section Me Jaye or Yaha Aap Apne Email Ko Bhi Verify jarur kare jisse Ki Aapke Ac Ki Activities Ka Email Se bhi Pata Chalta Rahe .
Ye Toh Ho Gayi Ac Banane Ki Jankari Ab Aap Kuch Other baate Jinke baare me Janenge
Kabhi Account Delete Karne Ki Nobat Aayen
Iska Reason Mujhe pata nahi Fir Bhi Log Koi Account banane ke Baad Usko Use Nahi Lete Hain Toh Sochte Hain Jb use Hi Nahi Kar Rahe Hain Toh Kyu Naa Isko Delete Hi Kar dena chahiye .
Ho Sakta Hain Aapko Bhi kishi Karan se Paytm Account Permanently Delete Karna Padh Jaye Toh Kaise Kare uska Tarika Mai Aapko Batane Ja Raha Hu .
Uske liye aapko [email protected] pay Ac Delete Ka Reason likh kar send karna hoga uske Baad Aapke Email Ka review karke aapka Ac Remove kar diya jayga .
Ye Bhi Read Karen –
- Online mobile Recharge Kaise Karte Hain
- Promo Code Aor Coupons Offers Kya Hote Hai
Iske alawa Inki contact details sirf email hi hai but aap kishi bhi traha ki complaint apne registered mobile number se unke [ 0120-3062244 ]number pr kar sakte hain .
Ye toh aap Samaj Chuke hain Ki Paytm Kya Hai Aor Iss Se online mobile Recharge Kaise Kare iski Complete Detail Meaning In Hindi Me Samajna Kitna Aashan hai .
Inke Baad Aapko Paytm Ko Kis Traha Se Chalaya Jata Hain Aor Cashback , Promo code , Coupons Kya hote hain Wo bhi jarur Janna chahiye iske liye Aap Hamari Website Ke Next 4 Article bhi Jarur Padhe .
Nice Post sir
About Paytm very good post
Thanks for sharing
Thank You So Much Sir..!! आपकी पोस्ट की मदद से मैने paytm पर अपना अकाउंट Successfully बना लिया है। धन्यवाद।
Sir mene new account banaya he.fir mene logout kiya hu.to phirse email id or password de raha hu to nehi khul raha he.password forget reset change kuch bhi nahi ho raha re.or us number pe new account bhi nahi ho raha he.
Sir Mai recharge krta hu to failed Kyo batata h
@Rahul , Aap Post Ko Sahi Se Follow Karen kyu ki aap kahi pe galti kar rahe ho
Sir mujhe ek strong password bataiye maine bohot kosis ki pr erore bata rha h
@nigam Kumar , Aap Strong Password Kuch Iss Traha Bana Sakte Hain .
Ex ;:- [email protected] , 745#rsdP00
Passbook me all ready pata chal raha ki jo paisa kata hai wo paytm se kata gaya hai kaise pata kare ki kon kata hai all details plz help me
sir kya hum paytm bina Google update ke work kar sakte hai
#guddu Ray ham Paytm Ko Bina Update Ke Use kar sakte Hain but Update Karne Se Kuch naya Mil jata hain
Bank account se 10000 thousand rupees kaat liye hai ham Kaise pata karu kisne kata hai or kisko complaint karu
#Bishnu Aapke Bank account Se 10000 kaat Liye Hain Toh passbook Me Entry Karwa Ke Pata Karo
Atm se reacharge kese lare paytm me
#priya Atm se Paytm Me Recharge Karne ke Liye Jaha par payment Options Aaye waha Debit Card Select Karna Hain Or Card ki Details Dalni hogi Paytm me
Sir mai apne blog ko google me kaise on karo
aor website kaise banate hai please bataie
Website aap Blogger ya wordpress par bana sakte ho or blog ko google me lane ke liye Use Webmaster tool se connect kare
sir isk liye kitni umer or doucoment jaroory hai
Koi umar or document ki jarurat nahi hain
Sir mri pro ka solution kro mri I’d ban gyi hai but password nhi maga ab mah apna password kse pta kru paytm I’d ka.
Aapne id kha pr banayi hain . Paytm bina password ke register hota hi nahi hain toh aapne kaise kar liya . Ab forget password pr click karke naya password set karlo
paytm ka pasdword bhul geya hnu ab kya kare
Forget password pr click karke fir se naya change kar sakte hain
Debit card ko online tranctione ke liye register kese kare
Debit card phele se online transaction ke liye ready rehta hain
That’s very useful tips sir
thank you so much for sharing your thought with us
Sir mere pass only passbook hai to ham paytm kaise use Kare please batye sir.
Uske liye bank se Atm Debit Card lena padega
Mere paytm app me pay to send wala option ni diya hai to mai bank me paisa kaise transfer kru…plzzzz help me
Kya aapka paytm apps Updated hai yaa nahi wo check kare
Mera account deleted ho gaya h..plz btaye ab hm us no se kaise acount bnaye
Account delete ho gaya hai toh aap new Account bana sakte ho
Paytm password ko alfabet me kese likhe
Sir Mene spans paytm account khola that Jo dellet ho gaya hai or use kuch payment tha or usako me duvara start karana Chahata hu please help me
Aapne jis number se Account open kiya tha fir se ussi number se log in karo
Hi sir ATM nhi h but khata h to paytm ko kyse use Kate so please kuch bataye
Without atm debit and net banking ke paytm use nahi kar sakte
#Surendra
Perfect use off images and points..good writing skills and beautifully explained article.
#Keepitup
Sir kya mai paytm ke Rs. Bank me transfer kr skta hu .AGR bank me transfer hota hai to kaise hota hai iski detail btaye plzzzz
Mere paytm ACCOUNT mai jo nub ad kiya tha wo band ho gaya to fir mai apna dusra nub dala to otp mag rha hai
Haan aapko otp confirm karna hoga uske Bina Account open nahi kar sakte
Hume Paytm number kese pta chalta he me humara Paytm number kiya he.air kese bana ye .Paytm number
Paytm Ka Koi Number nahi Banta . Aap Jis mobile number se register karenge Wo hi tumhara paytm number hoga
Mere pass tizen z3 phone h or tizen store me paytm nahi h
Paytm ko aap play store se download kar lijiye
Sir Hamara Paytm account temporarily blocked ho gaya he ham usko unblocked Kaise Kare please jaldi reply karo
Paytm account temporarily block kyu huaa hai uska koi reason hoga . Uske baare me Aap Paytm ko mail karo
Mera pas agar debit card ya Created card Nahi hai to may kaysa paytm karru
Paytm use karne ke liye Debit card , credit card yaa fir net banking inme se koi ek hona jaruri hai
Net banking kese korta hey???????
Pdytm use karne ke leye credit card jaruri hai kya atm card se nahi ho sakta
Atm Debit card se bhi ho sakta hai
Sir mere paytm par bank duara juda no payment ke waqt show hota hai.jo baand ho chuka hai.ab maine bank jakr dusra no regestred karvaya hai par paytm par otp no ke liye purana no show hota hai paytm maih bank se payment kaise dallu.plz help
Abhi aapka new number bank me register nahi huaa hai . Jab bank me new number register Ho jayga tab purana number show hona band Ho jayga
Sir hamare card ka pin number agar dalte hai to koi haker hake bhi to kr sakta hai na
Please abhi iska answer dijiega
Paytm ek safe and popular e wallet hai . Wo user ki security ka sab dhyan rakhte hai isliye Aapki pin ka koi galat use nahi kar sakta . But Fir bhi aap Apne account ke user id Aor password secure rakhiye .
Hamare pas ATM nahi he khali khatahe bank me to ham paytm kese use Kare Hindi me bataye
Aap Bina Atm Debit Credit Yaa net banking ke use nahi kar sakte . Paytm Use Karne ke Liye Aapke Paas Koi Ek Option hona jaruri hai payment karne ke liye
Sir kya atm card ka istemal kar sakte hen
Haan aap atm ka istmaal kar sakte hain . Lekin ATM general account ka hona chahiye Jandhan wala nahi
Sir kya hum paytm wale rupees apne bank a/c se cash bhi karwa sakte hai.? ??
Haan Ham Paytm blance ko bank me transfer kar sakte hai
Sir ham apne ac me mobile number register nahi karwaye hai to koi problem to nahi hoga
Mobile number register hona jaruri hai security ke liye
Ek baat or ki hum atm se Paytm wallet me paise dal le to iski detail bank se le sakte h ki ye konse Paytm account me transection hua h Jese koi dusra humare card se paise nikal le Apne Paytm wallet me hum kese pata kare
Koi dusra atm se payment wallet me paisa tabhi daal sakta hai jab tum usko atm details doge . Isliye apne atm details Aor otp kishi ko naa bataye
Isme ac number dal sakte h kya kyoki mere pass atm card nahi or n hi credit card
Nahi ye sirf Atm Debit card se use kiya ja sakta hai
Kaise visas Kare ki hamata bank account detail hike ya galat use mahi hoga
Bank account hack nahi hota hai bs Atm Ki Jankari Kishi Ko Mat Dena
sir atm ko paytm se jodte kaise hain. detail me bataiye
Atm ko Paytm se jodke karna kya hai .
Agar mera koi mobile number. Mera koi account me register nahi hai to kya karu please bataie
Toh sabse phle aap apna mobile number registered karaye
paytm main account banana hai debit/ credit card nahi hai
Sir
Mujhe paytm k bare me kuch bhi pta nhi ise kaise chlate hai
Kaise isse paise dete h or kaise Recharge karte h
Plz help me
Sir mujhe paytm chlana nhi ata aap btao ise kaise chlana hai isse shopping kane k bad kaise paise diye jate h
Plz help me
Aap iss Article me samaj sakte hai aor Paytm se online shopping kaise kare ye bhi janiye
Kya paytm istemal karne ka sulk koi sulk hai. Agar hai to kitna hai aur aage kitna badh sakta hai.
Paytm free hai isko istemaal karne ka koi sulk nahi hai
Mere pas sbi ka mestro card hi jisme expire dade aur cvv number dono nhi hi kya karu
Expiry date Aor cvv hona chahiye
Mere ATM me back side CVV code nahi hai kya karu kaise use karu.
Mere ATM
Bob
Ka hai
Cvv Code sabhi ATM me hota hai
Agar mare pass debit/ credit card nhi hai to me kisi ko payment kr raha hu to mera bank account hack to nhi hoga ya sir debit / credit card password hack hone Risky to nhi hai plz reply me
Phele toh aap ye bataye ki jab aapke paas debit aor credit card nahi hai toh payment kaise karoge
Sir paytm ke jariye se saibar kraim to nahi hoga
Crime karna mat nahi hoga
otp number account se ju
ta nhi he
Otp Account se Judta Nahi Hai Balki WO Toh Surf Verification Ke Liye Hota Hai
dost paytm me bargaining kaise karte hai….
Ye aap kam nahi karrahahe debit card Ki details dene par bhi kuch nahi Ho rahahe mujhe ye Bata ye Ki ye hoga ya nahi agar hoga to pic vej kar bataiye
Payment filed kyu batarehi he
Sir richarge karne par Enter a promo code batarehi he ab kya karna he code kya he kaise karna he please help me
Age batao to me start karunga .
Promo Code Agr Aapke Paas Nahi Hai Toh Use Chod Kar Next Step Follow Kijiye
Mera number bank account se connect nahi he to kya me richarge kar nahi sakta please sir bataiye
Kar Sakte ho Uske Liye Atm Hona Jaruri Hain
Atm he but otp kis number pe ayega aur kya karna padega details samjhaona sir
Or koi problem to Nahi he
Otp Aapke Usi Number Par Aayga Jo Bank Account ke sath Juda Huaa Hain
Bank account se mera number juda nahi he to otp kaise ayega bina otp se kaise rucharge hoga
Bina otp recharge nahi hota hai
Please sir help kardo
Atm card Ki details bhardia ab pay now par click kya uske bad koi code nahi arahae richarge bhi nahi horahahe
Promo code ya coupon kaise denahe aur kya karna padega please batao
ATM cards me bhi otp message aata hai aapke registered mobile number par
Paytm she blenc dalne pe last otp code maanga go daalne PR expired otp code bta RHA h blenc nhi DLA kya kaarn h