Jabse android mobile aaya hai tab se isme root name or jod diya gaya jisse ki smartphone me ek limit tak kuch change kiya ja sakta hain .
Every Mobile User Iske Baare Me Janna Chahta Hai Ki Aakhir Ye Kya Hain . Iska Kya Tarika Hain But Aapko Yaha Mai एंड्राइड मोबाइल में रुट क्या होता है और इसके क्या क्या फायदे और नुकसान है बताऊँगा । Jab Kabhi Hamko Hamare smartphone Ke Kishi Bhi Faction Ko Change Karna Ho Ya Badlana Ho Tab Ye Kaam Aata H .
mai aapko bata du ki Yeh ek Traha se software hai jiska kaam smartphone ko Customize Karna hota h.
Agar Aap apne phone ko Puri trha se Root kar lete hai toh phir isKe admin khud ban jate hai fir company ka koi lena-dena nahi hota hain . Isse Aap Apne Moblies phones ki ROM or RAM bhi badha sakte E.T.C . esa karke Aor Bhi Bhut Kuch Kiya ja sakta h .
Root Kya Hota hai
फ़ोन रूट करने से पहेले हमें इसका फायदा और नुकसान के बारे में भी जानना होगा की इससे आपको क्या क्या फायदे होने और क्या नुकसान । ये एक ऐसी prikiriya है जिसमे हम अपने मोबाइल को काफी हद तक बदल सकते है जिसमे हमें कुछ भी बदलने की पूरी permisson होती हैं । तो आईये जानते हैं इसके फायदे और नुक्सान के बारे में ।
fayde
* Puraa control hamare Hatho Me Hoga .
* Speed fast Kar Sakenge .
* Mobile Ka Naam , modal number , Ip addresh change kar sakte hai.
* System Apps Ko Remove Karne me aashani
* Phele Jo Apps Nahi Chalte They Wo Chalne Lagenge.
* Aor Bhi Bhut Se Fayde Honge .
Nuksan
* Company Ki guarantee Aor Warranty Dono Khatam ho jaygi .
* Proccesing karte samay mobile Ded Bhi Ho Sakta H .
* Mobile Ka Data delete ho jane Ke 80% Chances .
* Kuch Apps Kaam Karna Band Kar Sakte Hain.
* Kabhi Bhi smartphone Hack Hone Ki Sambhana Bani Rahegi .
* Chalte – Chalte Kabhi Bhi Phone Kharab Ho Sakta Hain .
* Aor Bhi Bhut Se Nuksan Ho Sakte Hain .
toh friends , aap ye samjh gaye honge ki android root kya hai or mobile rooting karne ke kya fayde or nuksan hamko honge . iski madad se ek smartphone me kya-kya kiya ja sakta hain .
Sir muze mera phone root karna hai lekin main dar raha hu ki mera phone break n ho jaye muze root isliye karna hai ki application companies update na aani pade to ho jayega na sir aur mai application permission Cheng karna chahta hu plz help me
Sir mere phone me Setting app hee gayab ho gya hai isle liye kya kare
Please reply me
sir root ke Karen software Chala gya he our dal bhi mahi Raha he to Kya kare
Nice article surendra sir
mujhe mera macromax mobile ko root karana he uska android version 2.3.5 he root hojayega na kuch broblem to nahoga
Kya yhhi tarika mi4 Ka liya bhi hai
Muje mere LYF F8 ki ram bdani hai me yadi esko root kru to koi risk to nhi hai na or ram bdne se isski prossesing speed bad jayegi na
#Neeraj Aap mobile Ko Root Kar Bhi Sakte Ho or Nahi Bhi . Mobile Ki Processing Speed Cpu Par depend Karti Hain Ki Badegi Ya Nahi
Hlo sir me pane phon ko root nhi kr pa rha hu plz help
phon model vivo y31l h
Aap king root yaa Farm root try kare
Sar mere mobile me screen recording nahi ho rahi h
Screen recording ke liye record application download karo
sir root Karen ke bad Maine kuch system app ko unstall kiya tha un apps ko recover Kaiser kare/ bapas Kaise laye
Uske liye playstore se unn apps ko install kar sakte ho recover karne ki jarurat nahi padegi
Sir root mobile ko unroot kare plz ans
hi,mere phone ki apps jab me open karta hun to bar bar restart hot rehti hai Iski kya wajah ho sakti?
Iski Wajha kuch nahi hai aap ek bar Apna phone yaa toh restore karo yaa fir update karo
Ager hum kisi bhi mobil ko root kerte hai to mobile brik ho jay to aur mobil brik kis vajah se hota hii ager kisi karan se ho bhi jay to ise kud se thik to nahi kiya ja shakta lekin mobile riparing dukan me ja kr thik krwa shakt hii
Koi pata nahi hai agr brick jayada ho jaye tph sahi nahi hota
4g mobile me volte ko kaise chala sakte hai
4g Bolte chala nahi sakte balki usme phele se chal hai automatically
sir xolo era 4g marshmallow h usko root kaise kare.mere se nhi ho raha hai.bs 30℅ hua
Aap kingroot try Kate ho jayga . bich me phone ko off my karna
Hallo dost root karne ke bad mobile पहले जैसा कर सकते क्या नहीं
Kya device ka root karne se ram badha sakte hai
Device Root Karne Ss Ram Nahi Badhata Hai
sir mene root karne k baad mere mobile k system k apps ko uninstall kr diya fir uske baad mere mobile me koi apps open nhi ho rha tha me jo bhi apps open open karta to wo wapas band ho jata tha fir mene mobile ko reboot kiya lekin mera mobile on nhi ho rha
Ab Esa Karo Fir Se Apne Mobile Ko Unroot Karo
Samsung g313h mobile kaise root karya hai kyu ki kingroot or kingoroot se nehi ho raha hai to plz batao mujhe kiya katna hai
Aslam Aap Google Me Iske Baare Me Search Karo Kuch Iss Traha
” How To Root Samsung g313h ” Aapko Waha bhut Saare Solution Mil Jayenge
Bhai mujhe apna LG G PRo Lite Dual phone me root karna par mujhe daar lag raha hai k mobile kharab naa hojaay
kya isme root ho sakta hai jellybean hai 4.1.2 hai
Root Ho Jayga Lekin Aapko Root Karke Kya Karna Hai
mere phone jayada apps install nahi hota hai kya root se karne ho sakta hai
Aapke Phone Ki Ram Km Hone Ki Wajha Se Jayada Apps Install Nahi Hote Hain Lekin Root Karne Par Bhi Aapko Koi Fayda Nahi Hoga
Bhi ap apmy mobile KO rest or kro apka ya msla khtm ho jy ga
http://www.gajabkitech.com
Restore she bhi nahi on nahi ho raha hai
Fir Toh Aapke Wifi Sensar Me ProbleHai
Mere mobile ki wi fi on nahi ho rahi plz koi tarika batay kia root Marne se sahi ho jaygi
Root Marne Se Kuch Nahi Hoga Aap Ek Bar Phone Ko resote Kare
mera ek questions hai ki mere phone developer settings to main kya karu aab batao plz muze aapne mobili ka lolipop luncher karna hai only developer nahi kya karu
Sabse phele phone ki setting Me About Phone Me Jaye . Waha Build Number Ka opation Hoga Uspe 3-4 Par Click Kare . developing Opation Aa Jayga
Xolo black ha hum usko root karna chata ha par Nhi ho raha ha link vaj shakata ha
Root Karne pr kya eroor aata hai
Mera play store nahi chalta aur Google play updated bhi he
aap Mobile Ko Ek Bar Restore Karo
sr hme kase pta chlega ki hmara phone root h ya nhi
Root Checker Apps Se
Ham jo post likhte hai wo compose mode mei hoti hai isliye post likhne ke baad use html mode mei change karke adsense ke code laga sakte
mujhe y btaea Ki aapne Jo y AdSense ads post ke ander lgae hai bo main Kaise lgau.