RAM Jisko Ham Phone Ki Internal Memory Bhi Bol Sakte Hai . Phele ke Jo Android Version 3.0 ,4.4 KitKat Unme Jayada Ram Nahi Aati Thi . Jinme Sirf 500 MB Ke Aaspaas internal Memory Hi Aati Thi Jiski Wajha Se Mobile Sahi Se Work Nahi Karta Aor Hang Bhi Ho Jata Hain . Issi Problem Ke Liye Aapko Ham Batayenge Ki Mobile Ki Ram Kaise Badhaye Wo Bhi Bina Phone Root Kiye .
Android Phone ki Internal Memory Kaise Badhaye Aor Mobile Ki Ram Badhane Ke Simple Tarike Hain jinse Kuch hi samaye me Use Karke Ham Apne Smartphone Ki Ram Badhane Ke Sath – Sath Processing Speed Fast Kar Sakte Hain . Uske Baad Aapka Phone Sahi Se Work Bhi Karne Lagega.
Aajkl Mobile Hang Hone Ki Problem Bhut Jayada Hoti Jiska Karan Ye Hai Ki Ham Apne Phone Me Memory Limit Se Jayada Apps Use Kar Lete Hain . Jiski Wajha Se Device Slow Ho Jata H . Lekin Aap Agar Kuch Baato Ka Dhyan Rakhenge Toh Hanging Ki Problem Se Bacha Ja Sakta H . Aage Ham Aapko Batayenge Ki Kaise Apne Mobile Ki Ram/Internal Memory Badhaye .
Ham Yaha Aapko RM Badhane Ke 2 Simple Tarike Batayenge Jo Ki 100% Working Honge . Jinko Use Karne Par Aapko Phone Fast Ho Jayga Aor Aap Jayda MB Ke Application Aor Game Bhi Khel Payenge . Toh Chaliye Jante Hai Phone Ki Internal Memory Badhane Ka Sabse Aashan Tarika .
RAM kaise badhaye without root
first me aap bina root wala progress Follow karen agar ye work nahi karta hai toh uske baad niche bataya gaya dusra tarika follow karna .
iske liye ek app download karna hoga jiska name hain “extrme pro” Jo ki apk file Hogi or usko mobile me install karna hoga . isliye phele isko niche di gayi link se direct download kar lijiye .
Download Control eXtreme Pro App
1. extrme application ko khole jisme aapko kuch setting save karni hogi wo jane
isme kon – konsi setting karni hain wo niche images me dekhe .

screenshot from : solutioninhindi
finally 25 se 30 mintue me Aapki RAM BAdhne Lag jayegi . iske alawa root walo ke liye aage bataya gayi step follow kare .
Android Mobile Ki RAM Kaise Badhane ka tarika
First :
1. Sabse Phele Apne Phone Ki Setting Me Jaye
Go To Main Setting>>Apps>>Select Any App>>
Ab Jitne Bhi Apps Install Hain Unko SD Card Me Move Kar Dijiye .
Second :
Ye Ek Duara Method H Jike Liye Aapko 4-8 Gb Ka Khali ( Empty) Memory Card Aor Mobile Ka Root Hona Jaruri H
Padhe -> Root Kaise Kare
Step By Step Full Guide In Hindi
1. Sabse Phele Mobile Ko Root Kariye .
2. Ab Play Store Se ” ROEHSOFT RAM EXPANDER ” Application Download Karke Install Kare .
[ ROEHSOFT REM EXPANDER Download ]
3. Ek Baar Phone Off Karke Memory Card Laga Ke On Kariye .
3. Ab ROEHSOFT RAM EXPANDER App Ko Open Kariye.
4. Abi Ek New Page Aayga Jisa Maine Niche Images Me Bataya H.
Isme First Line Swpfile Ki Hain Jiska Matlab H Ki Aap Kitni Ram Badhana Chahte Ho . Apne Hisab Se Set Kar Sakte Ho .
5. fir Dusre Point Ko Samajiye
Ab ” Swappiness ” Ko 100 Kar Dijiye
6. Ye Aapka Last Proccess H
Isme Aapko ” Active ” Pe Click Karna Hain .
Ab Processing Start Ho Jaygi Jab 100% Complete Ho Jaye Uske Baad Ek Bar Phoone Ko Restart Karke On Kare . Ab Aapki Internal Memory Badh Chuki Hai Aor Fast bhi ho chuka hain .
Ye Bhi Padhe –>>
1. Pattern Kaise Tode / Unlock Karne Ka Tarika
2. Computer ki Basic Jankari Hindi Me
3. Android 4.4 KitKat Ko Lolipop Me Update Kaise Karte Hain .
4. Gmail Account Kaise Banate H .
Toh Dosto , Android Phone Ki internal Memory Kaise Badhaye without root Aor Iska Simple Tarika Aapko Pasand Aaya Hoga . Ab Aap Hame Comments Karke Bataye Aapko Ye Tricks Kaii Lagi . Agar Kuch Problem Aaye Toh Hame Comment Karke Bataye .
Mera ram kaise badaye
Sir Ram phone mai eak baar dali jati hai wo jitni hai utni hi rahegi aase Ram bhadne lge toh sab eak baar phone kharede ge it’s fake
Sir hum apne mobile ko phir se root Karna chahata hu.
Kya phir se hum root kar sakte had.
Pehle ka ek baar root kar chuke hai.
Par sir external memory ka Space kam kyo Nahi hua.
Sir apke kahne par hum apna software update kar diye par ram nahi badha.
Hum external memory ka storage bhi setting me check kiye par storage 7.44GB hi hai.
@Abhishek Panday , RAM Badhti Hai Wo Dhikyi Nahi degi but Mobile me load Ki speed thik ho jaygi . kyu ki Iske liye Memory card ko Nikalna Nahi chahiye .
Sir mera vivo ka mobile hai. Hamare school ke ek master hai jo computer subject padhate hai.wo Hamare mobile ko root Karke Android and ram ko badhane ka try kiye aur hamse kahe ki 10 Din ke baad tumahare mobile par ek message aayega update Karne ke liye to run update Kar Dena tumahar ram and Android badh jayega.
Kya such me sir massage aayega.
Sir app Jaise root Karke ram badhane ka Tarika bataye hai sir bilkul waise hi kiye hai. Par we ram usi Samay nahi badha paye. We Kahe ki ek massage tumahare mobile or aayega tabhi run some mobile software update Karna.
Sir kahe hai ki massage aane se pahle run kuch bhi download mat Karna…
Kya sir such me ram badh jayega. Massage aane ke baad jab hum software update karege .
@Abishek , haan ho sakta hain jo tumko ram badhane ka tarika bataya hain master ne wo sahi ho , pr message kahan se aayga ye unse puchna , agar mobile me update avaible hain toh mobile update kar sakte ho .
Sir is app main ram increase Karne ke liye SD card ka poora empty Hona jaroori hai kya
hello sir can I help you
sir mera mobile Samsung j5 hain sir isme ek antivirus pro aap aa gaya sir ye app mobile ko hung kar raha nahi ye uninstall ho raha to sir main kiya karu please sir help me
sir mere mobile me jitne bhi apps download hai un sab ko memory card me move krne ka option nhi aa rha hai pls help kijiye
Ham Wo Hi Apps Move Kar Sakte Hain Jo Hamne Download Kiye Hain Or Mobile Ki System Application Move Nahi Hogi
hello sir.
may (micromax )mobile ko root korne ke liye (king root,iroot,kingo root all application se (wifi, 4g networks) use korne se v bar bar root faild hota hai .
koi solutions digiye plz.
Network sahi hone chahiye Wi-Fi , 4g net se kuch fark nahi parta . Kyu ki agr network sahi honge se processing me koi dikkat nahi aaygi
Sir,
Mujhe app ke 150 Rs show ho rhe h AGR aap ke pass ye app h to mujhe mere what’s app p send kr dijiye
Mera what’s app no 8565062721 h plz sir send ke de
Comment:Agar Haam android ko unroot kar de to bhi guaranty nahi rahegi
Fir bhi Company Ko uski jankari pata chal jati hain
Comment: Sir mene mobile ko root kiya tha uske bad unroot kiya magar usme problem ye a gai he ki usme game apne ap install ho hate he or mera account balence cut jata he
Comment: root ke bad mobile se messege apne aap send ho jate he or Balence cut jata he
Comment:kiya app se root karne se bhi Abdroid ki Guaranty khatam ho jati h
Yes , phone root karne se uski guaranty khatam ho jati hain
Bhai mere pass Lyf water 10 hai use mane root karke RAM baddai or intalarna memory me SE 4gb bhar gae phir mane old swap file dlet kri to memory khali nhi Hui
sir koi dusra trick bataiye ki ram badane ka aur es trick se ram bar jayega lekin sd card nikal deya jaye ton ram kam ho jayega ton keya fayda aur dusra trick bataiye
Sir kya Android kit Kat ko sidha Marshmallow mai Upgrade nehi kya ja Sakta?
Sir ram badhi hui dikhai nhi degi Kya aur memory card ka saoca kam ho jaye hai use nikalne par Uska space recover hota hai ya nhi
Ram badhi huyi nahi dikhti bs Phone ki Proccing Speed fast ho jaygi
Sir
mera phone root nahi ho raha hai Micromax Bolt A35
move to sd card option nahi aa raha. pehle ye option aa raha tha. please help me
micromax canvas e481
Jo apps already phone me hote hain unme move to memory ka option nahi aata
Mujhai please root karnai kaa tarikaa bata deejiye phone sehee
Aap king root se apna phone root kare
sir mere mobail me rame kyo ni bad rahi he seting me jakar app runing me only 1gb bata raya he mera mobail panasonic iluga i2 he
mera phone’ q mobile a63 hai 512mb ram hai mujhe 1gb karna hai rooted bhi hai phone try karts ho agar koie problem hoiy to help karna sir please
Sir ye sab karne ke baad mobile restart kren yaa reboot
Post me jo bataya hain wo karo
Sir Mere Mobile me Move to sd ka koi option nahi aata ye sab app internal me hi install karta hai sir me kya karu
Hi Bhai…meri ek bahut hi serious problem h agar aap meri kuch help kar sakte h toh main aapki bahut mehrbani hogi. Meri jo gmail id h uske draft me maine apni sabhi personal video or photos save ki thi, darft me save karte waqt save bee ho gyi thi lekin kuch din baad maine cheq kiya toh woj sab automatic delete ho gyi. Mujhe unko wapas receive karna h agar aapke paas iska koi solution ho toh jarur bataye, aapki jo bee advise h woh mujhe meri [email protected] pe mail kare ,,, I wait ur answer dont idnor Bro plz
Gmail me ek trash name ka folder hai waha pr aapko Delete huye sabhi message or file mil jaynge
mobile ko restore karne par badi hui ram delete hogi ki nahi
Badhi huyi ram delete ho jaygi restore karne pr
sir badi hui ram kaise dekh sakte he jabki sd card ka storage kam ho chuka he
Badhi huyi ram ko dekh nahi sakte uska pata phone ki Processing speed se pata chal jata hai
Kya memory card se ram badane par phir memory card ko bahar nikal kar rakh sakte hai.
Please reply.
Ese karne se fir se ram kam ho jaygi
Sir mera mob intex aqa lite hai….
512mb ram hai ol 2gb se km intatanal app mera mob bhoth hank krta hai toh mai ky kru jiss se mob hnk na kry
Extra apps ko uninstall karo phele Fir optimazion Kare
Hello sir agar ram badhyi to sd card nikal kar dusara dale to ram kam ho jayegi kya?
Sd card nikal Lene pr RAM Fir se Km Ho jaygi
hamara mibile micromax A35 hai ye king root app se root nahi ho raha hai ia ise root karne ka aur koi jariya hai
sir root king app me token chal raha he 30 minutes 30 minutes 30 minutes tin baar ho chuka he kya ye ESA hi chalta rahega
Nahi isme esa nahi hota sayad aapne application galat download kar li hogi
roeshot ram exponder instal karne pr 150 rs mang raha he kya kru
Aap free wala download kare
Hello sir ..mera sawal ye hai k aap jo ram badha ne ka tarika bataye hai agar ham mobile ko off kar k memory nikal kar fir dale to kya wo fir se kam kare ga…?
Memory card Nikalne se Wapic Ram km Ho Jaygi
Sir, mera ak mobile chori ho gaya tha , jisme ak valut nam kya app tha , usme meri personal photos and video thi , use kaise wapas la sakte hai , please sir tell me now
Aap uss apps ko kishi dusre phone me login karke password change kare
Sir Samsung Galaxy j1 ka ram badega kya uska ram 512mb hy
sir 2g mobile ko 4g Kaise kare
sir reboot se pehle ooper notification aya fir mene reebot kiya aur phir bo notification nahi aa raha aur bade game bhi nahi chal rahe
mera mobile micromax A37 he
Reboot ek Simple Performance Hai Issue Smartphone par kuch Dark Nahi Pardta
main phone root karta hun to 70% ke baad (root field 40 reaqsted reacived ) bata raha hai kya karu
Kingroot ya farmroot apps use karo yaa Aap Google se Root Karne Ka tarika Search Karo Apne Mobile Modal Ke Sath
Ex:- How To root GioneeS6s
sir ..root krne ke liye sabse accha app kon sa hai or kya isse sch main fayda hota hai phone ko ..koi khrabi to ni aati hai…… answer me sirrrr……ji plzzzz
Waise root karne se fayda bhi hota hai aor uske sath nuksaan bhi utna hi hoga . root karne ke liye sabse badhiya apps kingroot aor farmroot hai
bro root kya sirf computer se e kr skte h kya
Root Ham Mobile se bhi kar sakte hai . Kingroot aor Farmroot Apps se
to sir memory card nikalne par memory card ka space kam to nahi hogo na aur fir mobile aur memory card ko koi nuksan to nahi hoga
Iske liye aap Post me Kuch Bataya hoga WO dhyan se dekh lijiye
sir me agar mere mobile ka ram badha du or fir me us memory card ko mobile se nikhal du jis memory card se maine ram badhaya hai to kya Ram usme se hat jayega
Jab take aapka memory card phone me laga hoga tabhi aapko ram badhegi . card nikal lane par for se km ho jaygi
mera mobile samsung galaxy duos 2 7582 hai. i stall to ho gya lr sating m ram utna hi bata rha h.
kya karu. or kam v nhi aa rha h
AGR aap post ko sahi se follow nahi karenge toh aapko problem to aayegi
Spice mi-362 android mobile ko root karne ka app batao playstore se app download kiye thee bo kam nhi kar rahe h
Sabhi Smartphone Root Nahi Hote Hai Sabhi Ke Alag-2 App Try Karna Hota Hai . Aap Bhi Try Kar Sakte Ho
Kya bina root ke ram ko bada sakte h
Nahi Bina Root Kiye Ram Badhane wala apps work nahi karega
Root karney ky liye kya koi software karidana padata hey. Ek ney pasey liye hey. Root karney ky liye ye kahkar.
Root Karne Ke Liye Koi Software Buy Karne Ke Jarurat Nahi Hai Aapko Google Par Free Me Bhut Saare Apps Mil Jayenge
Surendra sir, maine bhi apne blog me ribbon template use use krta hu par jab mai mobile me koi post open krta hu to right side se uske kuch words Kate hai me oose kaise thik kr skta hu please help me.
Ribbon Theme Sirf WordPress Ke Liye Hai Agr Aap Usko Blogger Me Use Karoge Toh Ye eroor Aaygi
Sir 150 rupe charj mang rahi h ye to app
Nahi Ye App Bilkul Free Hai Agr Aapse Paisa Manga Ja Raha Hai Toh Pay Na Kare
Hello! sir but hume pata kaise chalega ke hamare phone ke ram bad gai hai
Aapke Mobile Ki Sabhi Processing Speed Fast Ho Jaygi
Sir phone se agar memory card nikal diye toh kuch problem hoga kya..?
Haan Aapki Ram Km Ho Jaygi
Sir me apne mobile ki ram badhana chata hu maine apna mobile root v kr lia h aur reohsoft ram expender app v install kr lia h but bo open hone k bad sahi ophtion de raha h
Aap Iss Tricks Ko Sahi Se Foolow Kare
sir y to is app k 150 cash mang rha h
Ese Toh Nahi Ho Sakta Mujhe toh Ab Bhi Free Me Show Kar Raha Hai
Hi..sir muje kisi ka bhi WiFi password hack krna h tho bathaye plz..
Deva Yaha Par Hacking Se Judi Koi Bhi Jankari Nahi Milegi
sir mera mobile Samsung galaxy y 5360 ha ROEHSOFT REM EXPANDER Download aor install kiya per swap 100% complete hone
oops, you have not read the Descriptions
whats that ? this device has not a swap compatible kernel show hone lagta ha
Subham Iska Matlab Hai Ki Aapke Device Me Iss Apps Ko Access Karne Ki Chamta nahi hai
Sir wo application download nhi ho rahi hai
Download Hogi Link par click kare
hello sr Download karne ke baad me kiya ka kru
Post me bataya hai uske baare me
Sir ye sachmuch ka work karta hai ?….
Haan
sir mujhe songs mixing kae baare me jnkari chahiye
This app need ROOT Rights
The Apllicaition Will noe exit
likha aa rha h sir me kya karu
Next par click karo
Sir kya aap apna whatsapp number bata sakte hai
Sorry Brother Mai WhatsApp Use Nahi Karta
sir mi ka phone h ushe kese reset karu password nahi khul RHA h uska or nahi bo rest ho raha h