
Youtube Se Paise Kaise Kamaye
Iske Liye Sabse Phele Aapko Ek Utube Account Ki Jarurat Padegi Jiske Liye Aapko Banane Ki Jarurat Nahi hain Sirf Apni Gamil Id Or Password se Login Karne Ki Jarurat Hogi .
1. Make A Video (Phele Ek 3-4 Mintue ka video banaye)
Sabse phele aapko apne mobile yaa camera se ek badhiya sa video banana hoga . video khud ka banaya hi hona chahiye . kishi film comedy ka copyright nahi hona chahiye.
Matlab video esa ho jo phele kishi ne internet par upload nahi kiya ho . video kishi bhi topic par ho sakta hai ex :- marketing , comedy ,education , other.
Jaruri nahi H ki video mei koi song edit karna jaruri hai aap video ko apni aawaj mei bhi record kar sakte ho. Mera matlab hai ki video ka koi bhi part kahi se copy kiya huaa nahi ho .
Ab Youtube par account(id) kaise banaye jais ki Upar Bataya Hai AC banane ki jarurat nahi hai kyu ki Aap gmail id se seedhe log in kar sakte hain .
kyu ki gmail bhi google ki hi sarvice hai .
google ke kishi bhi sarvice mei account banane ki jarurat nahi hai sirf aapke paas gmail id hona chahiye . gmail id hone par aap google ke kishi bhi product me seedhe log in kar sakte hai.
2. upload video on youtube
AC mei log in hone ke baad aapko Apni video upload karni hogi . Video ko mobile se bhi upload kar sakte hain.
Yaha par aap kitni bhi video upload kar sakte ho . Sabhi Videos Ki quality Badhiya Or Copy Kiya Huaa Koi audio Or music nahi hona Chahiye .
3. monetize video
Ab Aapke yha 2 question hai
1) Monetize kya hota hain
2) Youtube video ko monetize kaise kare
1) Monetize ek earning opation hain jisko hame on(enable) karna hota hai. Fir hamara AC adsense se connect ho jata hai. Dhyan Rahe Monetization ke Liye 10000 views Hone Chahiye.
2) Youtube video ko monetize karne ke baad hamara account adsense se jur jata hai. Jab koi hamari video ko dekhta hai toh uss par ad show honge aor hamari income hoti hai.
Jab koi ad par click karega toh hamari extra income hogi . agar koi ad par click bhi naa kare toh bhi 1000 views par $1 = 75 rs. Ki income hoti hai.
4. Apna payment kaise le sakte hai
Jab aapki adsense mei $100 = 7000 ki earning ho jaygi tab aap seedhe apne bank account mei paisa le sakte hai. Isse paisa kamane ke liye aapke paas bank account hona jaruri hai.
Aapki earning seedhe aapko apne adsense Account me dikhai degi. jisme aapko puree jankari milegi ki kitne logo ne video dekhi aor kitni earning hui .
Finally Friends Aapko Yeh post Aasani se samaj aa gayi hogi Aor Pasand Bhi Aai Hogi. Agar iske baare mei Hamse Kuch aor puchna chahte hai toh post par comment kare.
सीधे तरीके से समझे तो कुछ इस प्रकार समझ सकते हैं .
1. सबसे पहले आपको एक यूट्यूब खाता बनाना होगा . यहाँ सीधे जीमेल अकाउंट से लॉग इन करके एक अपना खुद का नया चैनल बना लेना हैं . इसमें सिर्फ कुछ ही मिनटों का समय लगता हैं .
2. इसके बाद आपको अच्छे विडियो बनाने होंगे . आप कॉमेडी , एजुकेशन आदि पर भी वीडियोस बना सकते हैं .
3. फिर व्यूज और सब्सक्राइब बढ़ाने होंगे . अंत में monetization के लिए अप्लाई करना होगा .
- Instagram Kaise Use Kare – इंस्टाग्राम से जुडी सभी बाते हिंदी में
- Credit Card VS Debit Card में क्या फर्क और अंतर हैं ? हिंदी में जानें
ये एक बेसिक जानकारी जो हमने यहाँ आपको बताई हैं . लेकिन इसमें कितना टाइम लगेगा वो आपके काम पर निर्भर हैं . यूट्यूब में सफल वोही लोग होते हैं जो अच्छे से लोगो को कंटेंट प्रदान करते हैं .
Koi Bhi bank Ka account chalega sir ji
haan bhai ji , kishi bhi bank ka account chal jayga .
Sir unko kese pata chalega hama ra bank ac nmbr…..
@Dilip , Hame youtube account ke channel me bank account add karna padega jo ki adsnse se judega .
Subscribe se kya fayda hota hai sir
@Ashish , subscribe se fayda ye hota hai ki agar youtube par koi new videos aayi hain toh uska hame turant pata chal jayga
Sir ek video upload kro so 10000 view hone chahiye yaaa bht sari video upload kro jishpe jitne video view hoge sare koo add kr ke 10000 hone chahiye fir milta hai
@Manu , Sabhi VIdeo Ke views ko milake paisa milta hai
Good morning sir mujhe sir youtube per account banana hai aur apna video upload karna hai so please sir batayiye kaise banana hai
#manish , youtube par gmail id se login karen or channel banaye waha video upload kar dena ,
Owner! Hume utube par paise kamane ke apne account me kitne moneny ki jarrorat hogi ya kitna invest karna padega.
#prasant Youtube Se Paise Kamane ke liye Money Investment karne ki Jarurat Nahi hain . Paise Videos Ke Madyam Se Kamaye Jate Hain
Aap mujhe bataye ki maine number page ke niche ad code laga diya hu kya ye sahi hai. koi problem to nahi..
Meri video search ni hoti h kisi or k you tube pe hum uske liye kya kre plz bataiye
Monitize kese on Kate ye youtube me kaha hota hai
Video Dalne Par Waha Green Color Ka Icon Aata Hai Wo Hi Monetize Ka Icon Hota Hain Par Use Phele Enable Karna Hoga
mera matalab.me jab vidio aplod karatahu.to udar .merese koi byank ankunt nahi manga jata
Aapko video upload karne ke baad usse adsense ke sath monetize karna hoga
Sir pese bank account ma kem jama thay
Sir kya ham kisi song Ko apne you tube account par aplode nhi kar sakte
Nahi kar sakte kyu ki wo copyright ho jayga
Monetize ho gaya h sir par mere account ki jankari to manga Hi nai mujhe mera channel mere account se kese juda h kese para chalega sir….
Kya aap mujhe mere channal se mera account jodne me help karnge sir plzz….
Agr aapka account monetize ho gaya hain toh video ke samne green icon aa jayga
Sar mujhe Google par Id banana he kese banana
Youtube par video kaise upload kare jisse hum paise kamaa sake ????
Aapko isme bataya gaya hai ki kaise video upload kare
SIR MUJHE YOU TUBE PAR ACCOUNT BNNANA HAI KAISE BNEGA
YouTube pr account nahi Banta aap Gmail id se login kar sakte hain seedhe
Sir Google par apni video link kaise share karte hain.. 2. Sir fb par per day post kitne send kar sakte hai aur kitne friends request send kar Sakte hai per day..
sir agar mai youtube acount banakar,kisi ka bhi gana ya video cut,remix karke upload karu to kya broblem (kon si dikkat)ho sakti hai…plz bataie
Jab tak pata naa chale kuch nahi hoga
are bhai. ham bank account no. dal de or koi hamara account hack kar le ya hamare pese nikal le to
Bank account number se paisa nahi nikalta
dear sir/mem account apne name se kese banega . or video upload karne ka option kha hoga or account ko kese joint karange .
Maine Aapko Isme Sabhi Baat Batayi Hai Youtube Par Account Bananae Ki
Brother plz help me hum youtube se adsense account bna rha the lekin form jab aata h. To samaj nahi pate hai name and addres magta hai bank account mere name se nhi h kya papa wala account name dal de chalega.
Name Aor Bank Address Same Hona Chahiye . Agar Aapke Naam Se Bank Account Nahi Hai Toh Aap Youtube Aapke Papa Ke Name Se Chala Sakte ho .
youtube account, channel ,monitize hogya but adsense me name and address papa ka de du to kaam karega only name pta papa ke bank wala denge to hoga. Plz btao ya number dijiye baat krte h.
Aapko Sirf Bank Me Jis Name Se Account Hai Ussi Name Se Adsense Account Banana Hai . Chanal Kishi Bhi Name Se Bana Sakte Ho
Sir mai koi bhi video daalta hu toh home me na jakr video me show krta hai kyu koi upaay btaye iska
Sir jaise mera adsence acount ban ho gaya to sir dusra adsence aply karne ke liye kya chaiye
Aapne Ek Baar Adsense Bana Liya Hai Toh Ab Aapko Dusre Adsense Account Ki Jarurat Hai . Agr Aap 2 Adsense Account Banaoge Toh Adsense Aapke 2No Account Ko Suspend Kar Dega
Sir ye Monetize youtube me kaha se on hoga pls batye.
Aapke contrary me konsa bank account available hai usme se hi koi bhi bana sakte ho
hello ma pakistan se ho muije kon sa bank eccont banan ho ga please rplay fb id chkashif648
Agar ek se jayada banane ka opation enable hai toh bana lo koi problem nahi hai
agar ek jyada bana ho to
Ek email se ek chanel bana sakte hai
sir ek email id pe kitne channele bana sakte hai youtube pe
Aap google se download kar sakte ho iska naam " ribbon " hai
kya aap apne site ka template ka link mujhe de sakte hai kya