Mobile And Computer

Republic Day in Hindi

Republic Day Kyu Manaya Jata Hai Matlb  26 January Ham Kis Wajha se Manate H Kya Aap Jante Hain gantantra Diwas Kab Se Suru Huaa Tha , Agar Nahi Toh Ham Aapko Banayenge .

Sabhi School Collage Or Goverment Place Par Gantantra Divas Manaya Jata Hain Taki Hame Hamesa Ye Yaad Rahe Ki Uss Wakt Jo Huaa Uski Wajah se Ham Yahan Tak Pahunche H .

Aaj Ham Bharat Me Bilkul Ek Sutantr Pakshiyon ki Traha Aajad Ghum Sakte Hain Wo Isliye Ki Ham Gulamiyo Se Dur Ho Chuke H Jise Ham Gantantra Diwas Pr Yaad Karte Hain .

26 january Kyu Manate hai

Huaa ye Tha Ki Jo Angrez Log They Wo Mugalkal Ke Baad Se Hi Bharat Me Aane Lag Gaye Jinka Maksad Bharat Pe Kabja Karna Tha Taki Yaha Se Ya Toh Sampatti Luti Jaye Ya Phir Yaha Kabja Kar Liya Jaye .

Uss Wakt Ek Karan Tha Ki Log Ek Jut Hoke Nahi Rehte They Iss Wajha se Bharat Hamesa Gulamiyan Jhelta Raha Or Esa Hi Uss Samay Huaa .

Angrez Ke Jamane Me Wo Bhartiya Par Atyachar Karte Rahe Or Buri Traha saja Diye Karte They Kyu Ki Jab Log Jaise Ko Taisa Nahi Karte Thye .

Lekin Vakt Ka Pahiya Ek Jagha Nahi Rukta Badalta Rehta H Isliye Unn Angrezon Ko Toh Ye Lagta Tha Ki Hame Rokne Wala Koi Nahi H Pr Unke Armano Pr Pani Phir Gaya .

Republic day in Hindi

Seedhe Sabdo Me Samjhne Ke Liye Kuch Iss Traha Samjhyi Ki Hamara Desh Angrezon Or Videshiyon Se 15 August 1947 Ko Aajad Huaa Tha Toh Iske Baad Desh Ko Chalane Ke Liye Ek Nayi Neeti Ki Jarurat Padhi .

     ” Isse Phele Or Baad Me Kafi Kuch Huaa Bich – Bich Me ,,

Jab Tak Angrez They Tab Tak Unka Aadesh Desh Me Chalta Tha Lekin Uske Baad Ise Badlna Jaruri Tha .

Iske Liye Baba Bhimrao Ambedkar Ke Duaara Samvidhan Likha Gaya Jiske Banne Se Lekar Lagu tak .

Matlb Jis Din Desh Me Savidhan Lagu Huaa Uss Din Ki Tarik 26 January 1949 thi .

gantantra diwas kyu manaya jata hai

Iss 26 Ka Matlb 1930 Me Purn Surajaya Ke Liye Bhi Jana Jata Hain .

Kehne ka Matlb H 1930 Ke Baad Samvidhan Lagu Hone Tak Har Jaruri Kaam Issi Tarik Ko Kiye They .

Or Jo Last Ka Kaam Tha Ki Bharat Me Kanun Ki Isthapna Issi Din Huyi Thi . Uske Baad Bharat Bilkul Aajad Ho Gaya .

Matlb Simple Sabdo Me Aapke Ye Sab Samjh Aa Gaya Hoga Ki ham  26 January matlb Republic day Kyu Manate Hai Or Iss Din Kya Huaa Tha . Gantantra Diwas Manane Ka Karan Kya Tha .

Admin

नमस्कार , मैं hindi netbook.com का एडमिन हूँ। इस वेबसाइट के माध्यम से मैं आपको टेक्नोलाजी , सामान्य ज्ञान , टिप्स-ट्रिक्स आदि की जानकारी देता हूँ। मुझसे संपर्क करने के लिए आप examplewook@gmail.com पर मेल कर सकते हैं

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button